❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Jawab ek se zyada hai!
Sawal: konsa amal Ramadan mein sawab ki niyat se karne se bande ke pichle tamam gunah maaf hote hai?
A: Raat mein qayam karna
B: Zakat ada karne per
C: Kisi ko roza Iftar karwana
D: Lailatul qadr mai qiyaam karna
E: Sehri khana
F: Ramadan ke Akhri ashare mein Umrah karne per
G: Roza rakhna
H: Sahi Jawab ka Intezaar
***************
Sahi Jawab - ADG✅
📚Reference:
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : ”jis ne ramadaan mein imaan ke sath sawab ki niyat se roza rakha, is ke pichlle gunah bakhash diye jayen ge “ .
------
It was narrated from Abu Hurairah that the Prophet (ﷺ) said: "Whoever fasts in Ramadan out of faith and in the hope of reward, he will be forgiven his previous sins." '
-------
رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا: ”جس نے رمضان میں ایمان کے ساتھ ثواب کی نیت سے روزہ رکھا، اس کے پچھلے گناہ بخش دئیے جائیں گے“۔
------------------------
Sahih Hadees
Reference : Sunan an-Nasa'i 2203
In-book reference : Book 22, Hadith 114
English translation : Vol. 3, Book 22, Hadith 2205
--------
Rasool-Allah (ﷺ) ne farmaya : ”jis ne ramadan mein rozay rakhay, ( aur kitaab ki riwayat mein hai ke) Nabi (ﷺ) ne farmaya : ”jis ne ramadan ke maheena mein Emaan ke sath sawab ki niyat se qiyam ul lail kiya, yani namaz taraweeh parhi, is ke pichle gunah bakhash diye jayen ge, aur jo shab qadr mein imaan ke sath sawab ki niyat se qiyam ul lail kiya, yani namaz taraweeh parhi, is ke ( bhi ) pichle gunah baksh diye jayen ge “ .
--------
Abu Hurairah narrated that: The Messenger of Allah Nabi (ﷺ) said: "Whoever stands (in the voluntary night prayer of) Ramadan out of faith and in the hope of reward, his previous sins will be forgiven. And whoever spends the night of Lailat Al-Qadr in prayer out of faith and in the hope of reward, his previous sins will be forgiven.
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جس نے رمضان میں روزے رکھے، ( اور قتیبہ کی روایت میں ہے کہ نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جس نے رمضان کے مہینہ میں ایمان کے ساتھ ثواب کی نیت سے قیام اللیل کیا، یعنی نماز تراویح پڑھی، اس کے پچھلے گناہ بخش دئیے جائیں گے، اور جو شب قدر میں ایمان کے ساتھ ثواب کی نیت سے قیام اللیل کیا، یعنی نماز تراویح پڑھی، اس کے ( بھی ) پچھلے گناہ بخش دئیے جائیں گے“۔
-------------------------
Sahih Hadees
Reference : Sunan an-Nasa'i 5027
In-book reference : Book 47, Hadith 43
English translation : Vol. 6, Book 47, Hadith 5030
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Tauheed ka elaan karne wali surah kaunsi hai A: Surah Ikhlas B: Surah An Nas C: Surah Fatiha D: Surah Kafiro...
-
Bismillahirrahmanirrahim اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا قَدَّمْتُ وَمَا أَخَّرْتُ Allahummagfirli Ma Qaddamtu Wa Ma Akhkhart --------- Eh Allah,...
-
Bismillahirahmanirrahim ✦ Subah aur Sham ko RasoolAllah ﷺ par 10 baar durud bhejne ki fazilat -------------------- اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُ...
-
Bismillahirrahmannirrahim وَاسْتَغْفِرُوا اللَّهَ ۖ إِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ --- Aur Allah se bakshish mango, beshak Allah bakashney w...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Ek aisi neiyamat hai joh RABB kisi se lele aur wo usper sabar kare toh Allah Subhanahu usko ajar aur sawab ...
-
Bismillahirrahmanirrahim إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ Inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuun --- Beshak hum Allah ke hain aur Us...
-
Bismillahirahmanirrahim اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد Allahumma Salli Ala Muhammed ----- Eh Allah Rahmat nazil farma...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Teen sawal hain jawan 1A, 2B,3C aisa dijiye! Sawal1: Yh misaal ki shaqs ke liye hai jo oont ki qurbani karta h...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Har woh shakhs jis ne islam ka izhaar zabaan se kiya hai un ka shumaar karo (yani dua karo) Huzaifa RadiAl...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Momeen ke liye Wo kya hai jis ka hissa usse duniya mein mil jaata hai aur akhirat mein wo mehfooz hojata hai...
No comments:
Post a Comment