*Bismillahirrahmanirrahim*
*✦ Do sazdo ke darmiyan padhne ki dua*
---------
✦ Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam do sajdo ke darmiyan ye dua parhtey they
*Allahummagfirli, Wa Arhamni , Wa Aafini, Wa Ahdini, Wa Arzuqni*
*اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَاهْدِنِي وَارْزُقْنِي*
Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma
*Sunan Abu Dawud, Jild 1 , 842 -Hasan*
*Note: Jab koi namaz mein pahle sajda kar le to uske baad wapas sajde se sir uthakar ye dua padhe uske baad dusra sajda kare.*
---------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم دو سجدوں کے درمیان یہ دعا پڑھتے تھے
*اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَاهْدِنِي وَارْزُقْنِي*
یعنی اے اللہ میری مغفرت فرما، مجھ پر رحم کر، مجھے عافیت دے، ہدایت دے اور رزق دے
سنن ابو داوود جلد ١، ٨٤٢- حسن
---------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम दो सजदों के दरमियान ये दुआ पढ़ते थे
अल्लहुम्मगफीरली, वा अरहमनि , वा आफिनी, वा अहदिनी, वा आरज़ुक़्नी
*اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَاهْدِنِي وَارْزُقْنِي*
एह अल्लाह मुझे बख्श दे और मुझ पर रहम फरमा और मुझे आफियत दे और मुझे हिदायत दे और मुझे रिज़क़ आता फरमा
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1 , 842 -हसन
नोट: जब कोई नमाज़ में पहला सज़दा कर ले तो उसके बाद वापस सज़दे से सिर उठाकर ये दुआ पढ़े उसके बाद दूसरा सज़दा करे
----------
*Bismillahirrahmanirrahim*
*✦ Dua to recite between two prostrations (Sujud)*
---------
Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam used to say between the two prostrations (Sujud)
*اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَاهْدِنِي وَارْزُقْنِي*
Allahummagfirli, Wa Arhamni , Wa Aafini, Wa Ahdini, Wa Arzuqni
O Allah, forgive me and have mercy on me and heal me and guide me and provide (Rizq) for me.
Sunan Abu dawud, Book 3, 849-Hasan
Note: After first prostrations in salah raise your head and recite these dua and then go for second prostrations
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
Bismillahirrahmannirrahim كَذَٰلِكَ زَيَّنَّا لِكُلِّ أُمَّةٍ عَمَلَهُمْ ---- Iss ke Amal ko khushnuma bana diya hain. -...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Allah Subhanahu ta’ala apni Rahmat sirf Raham karne walay shakhs par nazil karta hai Sawal: yaha Raham se murad ki...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 946❗ Sawal: wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye farmaya gaya hai ke wo sood ke bade darwaze mein dakhil hog...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Innmein se wo kaunsa amal hain jisse zameen mein tumahara zikr kaha gaya hain A: La illaha IllAllah B: La h...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Allah Subhanahu ka Zikr aisa Amal hain jo sone chandi kharch karne se bhi behtar hai joh Allah Subhanahu k...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne kaha ke wo Jannat mein daakhil huwe aur unhone waha kisi ki qi...
-
Bismillahirrahmannirrahim ارْجِعِي إِلَىٰ رَبِّكِ رَاضِيَةً مَّرْضِيَّةً ------ Apne RABB ki taraf wapis ho yun ke to iss ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Yh Paanch Amal karne wale shaqs ke liye inamaat ------ Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Rasoo...
-
Bismillahirrahmanirrahim وَاذْكُر رَّبَّكَ إِذَا نَسِيتَ ---- Aur apne RABB ki yaad kar jab tu bhool jaye ---- اور ...

No comments:
Post a Comment