❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: wo kya hai jis ka andaza Allah Subhanahu ne pachaas hazaar saal pehlay he laga liya tha
A: Insaan hamesha na shukri karega
B: Insaan besabra hai
C: Taqdeer
D: Zindagi aur Maut
E: Zameen aur Asmaan
F: Jannat aur dozak
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
❗Note agar aapka jawab G hai toh sahi jawab likhiye
**************
Sahi Jawab - C✅
Taqdeer ka andaza Allah Subhanahu ne Zameen aur Aasman ki takhleeq se pachaas hazar saal pehlay he andaza laga liya tha
Reference📚:
------
Syedna Abdulah bin Umro bin Aas se riwayat hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu taala ne zameen aur Aasman ki takhleeq se (50) pachaas hazaar saal pehlay taqdeer ka andaza laga liya tha.
------
سیدنا عبداللہ بن عمرو بن عاصؓ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ نے زمین و آسمان کی تخلیق سے پچاس ہزار سال پہلے تقدیر کا اندازہ لگا لیا تھا۔
------
Sahih Hadees
Musnad Ahmed#180
No comments:
Post a Comment