Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Sunday, 1 March 2020
Mahfhum e Hadith ke mutabiq Khokhli cheezon se murad kya hain jis ke wajah se log dozaq mein jayege?
❗Only-Quran-Hadit-Quiz❗
Sawal: Mahfhum e Hadith ke mutabiq Khokhli cheezon se murad kya hain jis ke wajah se log dozaq mein jayege?
A: Bad Ghumani
B: Takabbur
C: Jhoot
D: Bukhl
E: Shirk
F: Bad fali aur Bad shaguni
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
***************
Sahi Jawab - G✅
Reference📚:
Mahfuhm e hadith Muh aur Sarmgagh ki wajah se zaida tar log Dozak mein dhakil honge
-----
RasoolAllah (ﷺ) se pocha gaya aksar log kis wajah se Jannat mein jaenge to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Taqwa ( Allah Subhanahu Ka khof) aur husn e Akhlq ( Achchay Akhlq) aur pocha gaya aksar log kis wajah se dozakh mein jaenge farmaya do khokli cheezein Muh aur Sharmgah kyu ke muh se buri baatein niklegi aur sharamgah se haram kaam karenge
----
It was narrated that Abu Hurairah said: “The Prophet (ﷺ) was asked: ‘What most admits people to Paradise?’ He said: ‘Piety and good manners.’ And he was asked: ‘What most leads people to Hell?’ He said: ‘The two hollow ones: The mouth and the private part.’”
----
نبی (ﷺ) سے پوچھا گیا: اکثر لوگ کس وجہ سے جنت میں جائیں گے آپ نے فرمایا الله تعالیٰ سے ڈرنے (تقوی) اور حسن خلق (اچھے اخلاق) کی وجہ سے اور پوچھا گیا اکثر کس وجہ سے دوزخ میں جائیں گے آپ نے فرمایا منہ اور شرمگاہ کی وجہ سے کیوں کہ منہ سے بری باتیں نکالیں گے اور شرمگاہ سےحرام کریں گے
-----
Sahih Hadees
Sunan Ibn Majah Hadith # 4246
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment