❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Inmein se kaunse Mulk ko altareekh mein jama hone ki sar zameen kaha gaya hai?
A: Iraq
B: Najran
C: Yemen
D: Sham
E: Iran
F: Habsha
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar?
**************
Sahi Jawab - D✅
Reference📚:
----
Abdullah bin Umar RadiAllahu Anhu se rivayat hai ke unn ki Ek azad karda londi un ke paas aayi aur kehnay lagi waqt mujh par sakht ho gaya hai mein chahti hon ke Iraq ki taraf nikal jao? Abdullah ny kaha sham ki taraf kyun nahi jo (qayamat ke din) uthnay ki sir zameen hai (Aur altareekh mein he jama hone ki sar Zameen) be waqoof aurat sabar kar, kyunkay mein ny Rasool-Allah Sallalahu Alahi waSallam se suna farma rahe they jis ny is ki shiddat aur is ki mushaqqat par sabar kiya mein qayamat ke din is ka gawah ya sifarish banon ga. yani Madine ki shiddat par aur Ek rivayat mein hai, jo shakhs is ki mushaqqat aur is ki shiddat par sabar karega to mein (qayamat ke din is ka gawah ya safarishi banon ga)
-----
عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے مروی ہے کہ ان کی ایک آزاد کر دہ لونڈی ان کے پاس آئی اور کہنے لگی وقت مجھ پر سخت ہو گیا ہے میں چاہتی ہوں کہ عراق کی طرف نکل جاؤں؟ عبداللہ نے کہا: شام کی طرف کیوں نہیں جو(قیامت کے دن) اٹھنے کی سر زمین ہے(اور التاریخ میں ہے جمع ہونے کی سرزمین) ؟ بے وقوف عورت صبر کر، کیونکہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا فرما رہے تھے جس نے اس کی شدت اور اس کی مشقت پر صبر کیا میں قیامت کے دن اس کا گواہ یا سفارشی بنوں گا۔ یعنی مدینے کی شدت پر اور ایک روایت میں ہے ، جو شخص اس کی مشقت اور اس کی شدت پر صبر کرے گا تو میں (قیامت کے دن اس کا گواہ یا سفارشی بنوں گا )
----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 180
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment