❗Only-Quran-Hadith-Quiz 909❗
Sawal: Kaunsa amal agar tum shumaar kar ke karoge to barkat khatam hojayegi
A: Madad
B: Hadiya
C: Nikah
D: Sadqa
E: Qarz
F: Zakat
G: Inmein se koi nahi (apna jawab likho)
H: Sahih jawab ka intezaar
****
Sahih Jawab - D✅
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Shumaar kar ke sadqa na karo warna Allah Subahnahu bhi shumaar karega aur barkat khatam kardega
Reference📚:
----------
Asma Bint Abi Bakr ne arz kiya: Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam mere ghar mein sirf Zubair ki kamaai hain, kya mein is mein se sadqa o khairaat karu? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ”Haan, Sadqa karo aur girah mat lagao warna tumahre upar girah laga di jaye gi“
«لا توكي فيوكى عليك»
ka matlab ye hai ke Shumaar kar ke Sadqa na karo warna Allah Subahnahu bhi shumaar karega aur barkat khatam kardega
----------
Asma Bint Abi Bakr RadiAllahu Anhu said: O The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam I have nothing except what was given to me by (my husband) Az-Zubair, shall I give it (in charity)?' It was said: Do not hold (your wealth) so that Allah will hold against you.
------------
میں نے عرض کیا: اللہ کے رسول! میرے گھر میں صرف زبیر کی کمائی ہے، کیا میں اس میں سے صدقہ و خیرات کروں؟ آپ نے فرمایا: ”ہاں، صدقہ کرو اور گرہ مت لگاؤ ورنہ تمہارے اوپر گرہ لگا دی جائے گی“ ۱؎۔ «لا توكي فيوكى عليك» کا مطلب یہ ہے کہ شمار کر کے صدقہ نہ کرو ورنہ اللہ تعالیٰ بھی شمار کرے گا اور برکت ختم کر دے گا ۲؎۔
-------
Jam e Tirmazi Hadees # 1960-Sahih
No comments:
Post a Comment