❗Only-Quran-Hadith-Quiz 898❗
Sawal : Wo kaunsa amal hain jisko Allah Subhanahu ki taraf se hadiya kaha gaya hain?
A: Walidain
B: Sila rehmi
C: Sadqa
D: Ilm
E: Naik Aulad
F: Salaam
G: In mein se koi nahi (apna jawab likhein)
H. Sahih Jawab ka intezaar
*****
Sahih Jawab - F✅
Al Quran: Jab apne gharon mein dhakil ho to Salaam kiya karo kuynke...
----
Bismillahirrahmannirrahim
----
فَإِذَا دَخَلْتُم بُيُوتًا فَسَلِّمُوا عَلَىٰ أَنفُسِكُمْ تَحِيَّةً مِّنْ عِندِ اللَّهِ مُبَارَكَةً طَيِّبَةً ۚ
---
Phir jab tum gharon mein dhakhil huwa karo to apne logon ko Salaam karo, Allah Subhanahu ki taraf se bada ba barkat aur pakeeza tohfa/hadiya hain
---
پھرجب تم گھروں میں داخل ہواکرو تو اپنے لوگوں کو سلام کرو، اللہ تعالیٰ کی طرف سے بڑا بابرکت اور پاکیزہ تحفہ ہے۔
----
But when you enter houses, give greetings of peace upon each other - a greeting from Allah, blessed and good.
----
Al Quran - Surah An Noor: (24:61)
No comments:
Post a Comment