❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
Jawab ek se ziyada hai
Sawal: Mahfhum e hadith Ramadhan ka roza tode dene ka kya kaffara hain
A: 1 ghulam aazad kare
B: 30 din ke roze rakhna
C 3 miskeen ko kapde dena
D: 60 miskeen ko khana khilana
E: 30 miskeen ko khana khilana
F: 2 gulam aazad kare
G: 2 mahine roze rakhe
H: Sahi Jawab ka intezaar
*****************
Sahih Jawab - ADG✅
Ramadhan mein roza thodne ka kaffara..
Reference📚:
-----
Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ek aadmi ko hukum farmaya jis aadami ne ramadhan mein roza tod liya tha isse chahaiye ki wo ek ghulam ko aazad kare ya 2 mahine ke roze rakhe ya 60 miskeen ko khana khilaye
-----
Rasool-Allah (ﷺ) commanded the person (who) broke the fast in Ramadan to free a slave or observe fasts for two (consecutive) months or feed sixty poor persons.
-----
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک آدمی کو حکم فرمایا جس آدمی نے رمضان میں روزہ توڑ لیا تھا اسے چاہیے کہ وہ ایک غلام آزاد کرے یا دو مہینے کے روزے رکھے یا ساٹھ مسکینوں کو کھانا کھلائے ۔
-----
Sahih Hadees
Sahih Muslim#2599
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images

La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...

-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Quran ki ayat ka tarjuma Khabardar Allah ke doston par na koi khauf hoga aur na wo ghamgeen honge Sawal: iss qo...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Ek baar ek khatoon Nabi Kareem Sallallahu Alaihi WaSallam ke pass ayi aur kisi mamle par Aap Sallallahu Alaihi wa...
-
Bismillahirrahmanjirrahim اللهم إني أسألك حسن الخاتمة ---- Allahumma inni as aluka husnal khatimah ---- Eh Allah main tujhse achche khatme k...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُ نُورُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ------ Allah Noor hain Aasmano aur Zameeno ka ------...
No comments:
Post a Comment