Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Saturday, 1 February 2020
yh misal kis ke liye farmaye hain ke jab iss ki khushi dil mein sama jati hai toh phir is ko koi bura nahi samajh sakta
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: yh misal kis ke liye farmaye hain ke jab iss ki khushi dil mein sama jati hai toh phir is ko koi bura nahi samajh sakta
A: Ilm
B: Amal
C: Jihad
D: Quran
E: Eman
F: Namaz
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
****************************
Sahi Jawab – E✅
Reference📚:
----------
Heraclius (Rome ke Badshah) ne Abu Sufyan RadiAllahu anhu se kaha mein ne tum se poocha tha ke is Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ke maanne wale barh rahe hain ya ghatt rahe hain tu ne jawab mein batlaya ke woh barh rahe hain. (theek hai) Imaan ka yahi haal rehta hai yahan taq ke woh poora hojaye aur mein ne tujh se poocha tha ke koi is ke deen mein aa kar phir is ko bura jaan kar phir jata hai? Tu ne kaha nahi, aur Imaan ka yahi haal hain jab is ki khushii dil mein sama jati hain toh phir is ko koi bura nahi samajh sakta.
-------------
Narrated 'Abdullah bin 'Abbas: I was informed by Abu Sufyan that Heraclius said to him, "I asked you whether they (followers of Muhammad) were increasing or decreasing. You replied that they were increasing. And in fact, this is the way of true Faith till it is complete in all respects. I further asked you whether there was anybody, who, after embracing his (the Prophets) religion (Islam) became displeased and discarded it. You replied in the negative, and in fact, this is (a sign of) true faith. When its delight enters the heart and mixes with them completely, nobody can be displeased with it."
------------------
Sahih Bukhari Hadees # 51
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar ----- Umm Raafia RadiAllahu Anhu se riwayat ha...
-
Bismillahirrhamanirrahim Aasan hisab ki dua ----- اَللّٰهُمَّ حَاسِبْنِىْ حِسَا بًا يَّسِيْرًا Allahumma Haasibni Hisaban Yasira --------- ...
No comments:
Post a Comment