Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Saturday, 1 February 2020
Rasool-Allah (ﷺ) ki ummat mein inmein se kaunsa gunah hai jisko phailane ki naseehat Shaitan ne apne saathiyo ko di?
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
Jawab ek se ziada hain!
Sawal: Rasool-Allah (ﷺ) ki ummat mein inmein se kaunsa gunah hai jisko phailane ki naseehat Shaitan ne apne saathiyo ko di?
A. Bidaah karna
B. Hasad karna
C. Matam karna
D. Zina karna
E. Deen mein Finta daalna
F. Sharab peena
G. Juao khelna
H. Jhoot bolna
I. Sahi jawab ka intezar hai
**********************
Sahi Jawab - CE✅
Reference📚:
--------------
Abdullah bin Abbas Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam ne jab makka fateh kiya to iblis bahut zor zor se rone laga uske chele apne lashkaro ke saath uske charo aur jama ho gaye , Shaitan ne us waqt kaha ki ab tum is baat se na ummed ho jao ki hum is din ke baad ummat e Muhammed Sal-Allahu alaihi Wasallam ko shirk par dekhenge lekin unhe unke deen mein fitne mein daal do aur unmein Noha (matam) karna aam kar do
----------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha, 1078
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
Bismillahirrahmanirrahim اللَّهُمَّ لَا تَكِلْنِي إلى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ أَبَدًا ✦ Allahumma la Takilni ila Nafsi tarfata Aaynin Abda ...
-
Bismillahirrahmannirahim Hadith: Padosiyon ke zariye insan ka achacha aur bure hone ka saboot pata chalta hain ---- Ibn Masood RadiAllahu An...
-
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: inn 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed(Alhamd...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ek baar apni azwaja mutahharaat se kaha ki in ka maqsad naiki nahi ❗Jawab...
-
Bismillahirrahmannitrahim يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اذْكُرُوا اللَّهَ ذِكْرًا كَثِيرًا ----- Eh Imaan walo ALLAH ko b...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 792❗ Do sawal hain Sawal1: Salsabil kya hain ? A: Jannat ka ek ghar (Home) B: jannat ki hoor ( hoor) C: Jannat ki e...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: 100 baar SubhanAllah kehne ki fazilat ------ Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya kya tum ro...
-
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Takbeer ------ اَللهُ أَكْبَرُ ، اَللهُ أَكْبَرُ، اَللهُ أَكْبَرُ لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ اللهُ أَكْبَرُ، اَللهُ ...
-
Bismillahirahmanirrahim ✦ Hadith : Mujhe ye azkar un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj nikalta hai ------- ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu...
No comments:
Post a Comment