Bismillahirrahmanirrahim
🌹Quran Padhne ki fazilat🌹
---
Hadith : Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Quran sifarish karne wala hai aur iski sifarish qubul ki jayegi jo shaks isko apne samne rakhega usko ye jannat ki taraf le jayega aur jo isko apni peeth ke peeche rakh dega (yani nahi padhega) usko jahannam ki taraf hank kar le jayega Al-Silsila-As-Sahiha-2876
Bismillahirrahmanirrahim
🌹Surah Al-Kauthar
----
1. إِنَّا أَعْطَيْنَاكَ الْكَوْثَرَ
2. فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانْحَرْ
3. إِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الْأَبْتَرُ
---
1. بے شک ہم نے آپ کو کوثر دی
2. پس اپنے رب کے لیے نماز پڑھیئے اور قربانی کیجیئے
3. بے شک آپ کا دشمن ہی بے نام و نشان ہے
--
1. Beshak humne aap ko kauther di
2. To apne RABB ke liye namaz padhiye aur Qurbani kijiye
3. Beshak Aap ( Sallallahu Alahih Wasallam) ka dushman hi be naam o nishan hai
----
1. To thee have We granted the Fount (of Abundance).
2. Therefore to thy Lord turn in Prayer and Sacrifice.
3. For he who hateth thee, he will be cut off (from Future Hope).
Surah Al Kauthar: 108
No comments:
Post a Comment