Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 2 December 2020

kaunsi dua ke liye farmaya gaya hain ke is dua se zyada Afzal nahi

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: kaunsi dua ke liye farmaya gaya hain ke is dua se zyada Afzal nahi

A: Allahumma inni as'aluka al-mu'afah fid-dunya wal-akhirah
B: Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
C: JazakAllahu khairan kathira
D: Surah Fatiha
E: Allhamdullilahi Rabbil Aalameen
F:Rabbana Aatina fid-dunya ḥasanatan wa fil Aakhirati Hasanatan Wa Qina Azabann-naar
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
*****
Sahi Jawab - A✅

Jo bhi dua banda karta hain iss dua se Afzal nahi ho sakti

Reference📚:
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya koi dua jo banda karta hain is dua se Afzal nahi
اَللّٰهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْمُعَافَاةَ فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَةِ
Eh Allah mein tujh se duniya aur akhirat mein aafiyat ka sawal karta hu
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: 'There is no supplication that a person can say that is better than: Allahumma inni as'aluka al-mu'afah fid-dunya wal-akhirah (O Allah, I ask You for Al-Mu'afah in this world and in the Hereafter)
----
ابو ہریرہ‌رضی اللہ عنہ  سے مروی ہے کہ رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: کوئی دعا جو بندہ کرتا ہے اس دعا سے افضل نہیں: اے اللہ میں تجھ سے دنیا اور آخرت میں عافیت کا سوال کرتا ہوں
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2937-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...