Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 31 March 2021

Jo bhi Astagfirullah Al lazi la ilaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu ilaih padhega uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Jo bhi Astagfirullah Al lazi la ilaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu ilaih padhega uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho
-----
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne ye kalimat kahe to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ

Astagfirullah-Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi, jo zinda aur hamesha rehne wala hain aur main ussi ki taraf tauba karta hu 
Sunan Abu Dawud#1517-Sahih
--
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا 
جس نے یہ کلمات کہے تو اس کے گناہ معاف کر دئیے جائیں گے 
اگرچہ وہ میدان جنگ سے بھاگ گیا ہو

أستغفر الله الذي لا إله إلا هو الحي القيوم وأتوب إليه
----
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Whoever says Astagfirullah Al lazi la ilaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu ilaih his sins will be pardoned even if he run away in the time of the battle
----
The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: If anyone says these words he will be pardoned, even if he has run away in the time of the battle.

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْه
Astagfirullah-Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih

I seek the forgiveness of Allah the AlMighty, Whom there is No God  except Him, The Living, The Eternal, and I repent unto Him
Sunan Abu Dawud #1517-Sahih
https://youtu.be/f6WbcXD6pIw


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...