Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 31 March 2021

Surah Al- Fatiha




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Quran ka ek  huruf padhne se 10 nekiyan milti hain aaye hum sab Surah Al- Fatiha padte hain..
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Quran padha karo, kyunke tumhe is par ajar diya jata hain, mein ye nahi kehta ke Alif-Laam-Meen ek haraf hain lekin Alif ki 10 nekiyan hain, Laam ki 10 nekiyan hain aur Meem ki 10 nekiyan hain iss terhan ye kul 30 nekiyan huwein
Al-Silsila-tus-Sahiha#2771-Sahih
-----
🌹Surah Al- Fatiha

Bismillahirrahmanirrahim

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
Allah ke naam se shuru jo bada meharban nihayat reham wala hain

الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Sab tarah ki taareef Allah Subhanahu he ke liye hain jo tamam makhluqat ka RABB hain

الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
bada meharban nihayat reham wala 

مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ
Insaaf ke din ka haakim

إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
(Ya RABB) hum teri he ibadat karte hain aur tujj he se madad maangte hain

اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ
Humko seedhe raaste per chala

صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِم
Un logo ke raaste per jin per tu apna fazal aur karam karta raha

غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ
Na ki unke jin par tu gussa hota raha aur na gumraho ke
----
عبداللہ‌رضی اللہ عنہ  سے مروی ہے کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:قرآن پڑھا کرو، کیوں کہ تمہیں اس پر اجر دیا جاتا ہے، میں یہ نہیں کہتا کہ ”الم“ ایک حرف ہے، لیکن الف کی دس نیکیاں ہیں ،لام کی دس نیکیاں ہیں اور میم کی دس نیکیاں ہیں ۔اس طرح یہ کل تیس نیکیاں ہوئیں۔ 
----
It is narrated on the authority of 'Abdullah RadiAllahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: Recite the Qur'aan, because you are rewarded for it. Alif has ten virtues, Laam has ten virtues and Meem has ten virtues. Thus, there are thirty virtues in total
----
Bismillahirrahmanirrahim

🌹Surah Al Fatiha
----
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful 

الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
All the praises and thanks be to Allah, the Lord of the Alamin (mankind, jinn and all that exists). 

الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
The Most Gracious, the Most Merciful. 

مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ
The Only Owner (and the Only Ruling Judge) of the Day of judgement

إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
You (Alone) we worship, and You (Alone) we ask for help (for each and everything).

اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ
Guide us to the Straight Way. 

صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِم
The Way of those on whom You have bestowed Your Grace.

غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ
not (the way) of those who earned Your Anger ,nor of those who went astray 
-----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2771-Sahih
https://youtu.be/N3gM4M-TvKo


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...