Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 31 March 2021

Subah ke Azkars mein Meezan par sabse bhari kalimaat




Bismillahirrahmanirrahim

Subah ke Azkars mein Meezan par sabse bhari kalimaat
--------
Juwairiyah Radi Allahu Anha se riwayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam subah ki namaz padhne ke baa Subah saware in ke haa se bahar tasreef ke gaye, iss waqt wo apni namaz padhne wali jagah mein thi, phir din chadneke baad Aap Sallallahu Alaihi wasallam inn ke pass wapis tasreed laye to wo (issi tarha) baithi huyee thi, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya tum abb tak issi haalat mein baithi huyee ho jiss par mein tumhe chordh kar gaya tha? Unhone arz kiya ji haan, Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya tumhare (yaha se jaane ke) baad meine chaar kalme 3 baar kahe hain, agar inn ko in ke saath tolla jaye jo tum ne aaj ki din abb tak kaha hain to ye in se wazan mein baad jaye: 

‎سُبْحـانَ اللهِ وَبِحَمْـدِهِ عَدَدَ خَلْـقِه
‎وَرِضـا نَفْسِـه
‎وَزِنَـةَ عَـرْشِـه
‎وَمِـدادَ كَلِمـاتِـه

SubhaaAllaahi wa Bihamdihi.
Adada Khalqihi Wa Rida Nafsihi,
Wa zinata Arshihi Wa Midaada Kalimatihi

Main Allah Subhanahu ki paaki bayan karta hu uski makhluqat ki tadad ke barabar, aur uski khushi ke barabar, Aur uske Arsh ke wazan ke barabar, aur uske kalimat ki siyahi ke barabar.
Sahih Muslim hadees#6913
-----
جوریه رضی الله عنہا سے روایت ہے کی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم صبح کی نماز پڑھنے کے بعد صبح سویرے ان کے ہاں سے باہر تشریف لے گئے ،  اس وقت وہ اپنی نماز پڑھنے والی جگہ میں تھیں ،  پھر دن چڑھنے کے بعد آپ صلی اللہ علیہ وسلم ان کے پاس واپس تشریف لائے تو وہ  ( اسی طرح )  بیٹھی ہوئی تھیں ۔  آپ نے فرمایا :   تم اب تک اسی حالت میں بیٹھی ہوئی ہو جس پر میں تمہیں چھوڑ کر گیا تھا؟    انہوں نے عرض کی :  جی ہاں ،  نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا :   تمہارے  ( ہاں سے جانے کے )  بعد میں نے چار کلمے تین بار کہے ہیں ،  اگر ان کو ان کے ساتھ تولا جائے جو تم نے آج کے دن اب تک کہا ہے تو یہ ان سے وزن میں بڑھ جائیں : «سبحان الله عدد خلقه سبحان الله رضا نفسه سبحان الله زنة عرشه سبحان الله مداد كلماته» میں اللہ کی پاکی بیان کرتا ہوں، اس کی مخلوق کی تعداد کے برابر، اس کی مرضی کے مطابق، اس کے عرش کے وزن، اور لامحدود کلمے کے برابر اس کی حمد و ثناء بیان کرتا ہوں ۔
----
Bismillahirrahmanirrahim

The Heaviest Azkar among all azkars to be recited in the morning
---------
Juwairiya Radi Allahu Anha reported that Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam came out from (her apartment) in the morning as she was busy in observing her dawn prayer in her place of worship. He came back in the forenoon and she was still sitting there. Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said to her: You have been in the same seat since I left you. She said: Yes. Thereupon Allah's Apostle (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: I recited four words 3 times after I left you and if these are to be weighed against what you have recited since morning these would outweigh them and (these words) are:
سُبْحـانَ اللهِ وَبِحَمْـدِهِ
عَدَدَ خَلْـقِه ،
وَرِضـا نَفْسِـه ،
وَزِنَـةَ عَـرْشِـه ،
وَمِـدادَ كَلِمـاتِـه
Subhaanallaahi wa bihamdihi.
Adada khalqihi Wa ridhaa nafsihi,
Wa zinata Arshihi Wa Midaada Kalimaatihi

Glory is to Allaah and praise is to Him, according to the number of His creation and according to the pleasure of His Self and according to the weight of His Throne and according to the ink (used in recording) words (for His Praise)."
Sahih Muslim,Hadith# 6913
https://youtube.com/shorts/oyouCetyPow


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...