Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 20 January 2021

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke baad kisi ka Nabi hona muqaddar mein hota to kaun hota

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke baad kisi ka Nabi hona muqaddar mein hota to kaun hota

A: Hasan RadiAllahu Anhu
B: Ali RadiAllahu Anhu
C: Ibrahim RadiAllahu Anhu
D: Abdullah ibn Masood RadiAllahu Anhu
E: Zaid RadiAllahu Anhu
F: Abu Bakr RadiAllahu Abhu
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
******
Sahi Jawab - C✅

Ibrahim RadiAllahu Anhu ki Fazilat

Reference📚:
-----
Ismail bin Abu Khalid RadiAllahu ne Abdullah bin Abi Afwa RadiAllahu Anhu se poocha Aap ne Rasool- Allah Sallallahu  Alaihi wasallam ke sahib zade Ibrahim ko dekha hain? unhon ne kaha ibrahim bachpan he mein inteqaal kar gaye, aur agar Nabi Akram Sallallahu Alaihi wasallam ke baad kisi ka Nabi hona muqaddar hota to aap ke bete zindah rehte lekin aap ke baad koi Nabi nahi hain
----
میں نے عبداللہ بن ابی اوفی رضی اللہ عنہ سے پوچھا: آپ نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے صاحب زادے ابراہیم کو دیکھا ہے؟ انہوں نے کہا: ابراہیم بچپن ہی میں انتقال کر گئے، اور اگر نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کے بعد کسی کا نبی ہونا مقدر ہوتا تو آپ کے بیٹے زندہ رہتے، لیکن آپ کے بعد کوئی نبی نہیں ہے
----
Isma’il bin Abu Khalid said: “I said to ‘Abdullah bin Abi Awfa: ‘Did you see Ibrahim, the son of the Messenger of Allah (ﷺ)?’ He said: ‘He died when he was small, and if it had been decreed that there should be any Prophet after Muhammad (ﷺ), his son would have lived. But there is no Prophet after him.’” 
----
Sunnan e Ibn e Maja#1510- Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...