Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 20 January 2021

Inmein se wo kaun kaun hain jo janaze ke aage chala karte thy

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

❗Jawab ek se zyada hain

Sawal: Inmein se wo kaun kaun hain jo janaze ke aage chala karte thy

A: Umar RadiAllahu Anhu
B: Ali RadiAllahu Anhu
C: Abu Bakr RadiAllahu Anhu
D: Abdullah ibn Masood RadiAllahu Anhu
E: Zaid RadiAllahu Anhu
F: Utman RadiAllahu Abhu
G: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam
H: Sahi Jawab ka intezaar
*******
Sahi Jawab - ACFG✅

Rasool-Allah Sallalahu Alaihi wasallam Janaze ke aage chala karte thy

Reference📚:
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam, Abu Bakr RadiAllahu Anhu, Umar RadiAllahu Anhu, Uthman RadiAllahu Anhu janaze ke aage chalte thy
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ابوبکر، عمر اور عثمان رضی اللہ عنہم جنازہ کے آگے چلتے تھے۔ 
----
It was narrated that Anas bin Malik said: “The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam, Abu Bakr, ‘Umar and ‘Uthman RadiAllahu Anhuma used to walk ahead of the funeral (procession).” 
-----
Sunnan e Ibn e Maja#1483-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...