Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 11 August 2020

Inmein se kaunsi baat hai joh Allah Subhanahu napasand karte hai

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Inmein se kaunsi baat hai joh Allah Subhanahu napasand karte hai

A: Nikha nahi karna

B: Khud ko dusro se afzal samjhna

C: Jhooti Qasam khana 

D: Intahaye bukhl

E: Aag se daagna

F: Allah ke alawa kisi aur ki Qasam khana 

G: Khawahish parasti

H: Inmein se koi nahi

I: Sahi Jawab ka intezaar

********************

Bismillahirrahmannirahim

Sahi Jawab - F✅

Allah Subhananhu is baat ko napasand karta hai ke is ke ilawa kisi aur ki Qasam khayi jaye

Reference📚:

------

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu  anhuma se riwayat hai ke Allah ki Qasam khao, usay pura karo, nekiya karo aur sach bolo kuy na ke Allah Subhananhu is baat ko napasand karta hai ke is ke ilawa kisi aur ki Qasam khayi jaye

-----

عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے مرفوعا مروی ہے كہ اللہ كی قسم كھاؤ، اسے پورا كرو،نیكی كرواور سچ بولوكیونكہ اللہ تعالیٰ اس بات كوناپسندكرتا ہے  كہ اس كے علاوہ كسی اور كی قسم كھائی جائے

----

Al-Silsila-tus-Sahiha#927-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...