Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 11 August 2020

Inmein se wo kaun hain jinko Rasool-Allah Sallallahu Alahi wa sallam ki shafaat fayda nahi degi?

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Inmein se wo kaun hain jinko Rasool-Allah Sallallahu Alahi wa sallam ki shafaat fayda nahi degi?

A: Maal hote huye bhi zakat na dene wala

B: Ziyada maal ki hiras karne wale

C: Jaanbujh kar Namaz chodhne wala

D: Zalim Hukmaran

E: Apne walid ka inkaar karne wale

F: Allah ki jhuthi qasam khane wala

G: Maal hote huye bhi hajj na karne wala

H: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Note agar apka jawab H hai toh sahi jawab likhiye

**********

Sahi Jawab - D✅

Wo log jinko Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki shaffat fahida nahi dengi

Reference📚:

Abu Amama RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya meri ummat ke doh qisam ke admiyon ko meri Shafaat faida nahi degi zalim dhokay ba’az hukmaran aur ghallo karne wala Deen se nikal jaaane wala

-----

ابو امامہ رضی اللہ عنہ  سے مروی ہے کہ نبی  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: میری امت کے دو قسم کے آدمیوں کو میری شفاعت فائدہ نہیں دے گی۔ ظالم دھوکے باز حکمران اور غلو کرنے والادین سے نکل جانے والا 

-----

Al-Silsila-tus-Sahiha#2618-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...