❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: wo kaunsa amal hai jiske karne wala aisa hai jaise wo Allah Subhanahu aur Rasool-Allah Sallallahu Alaihi waSallam ke qareeb ho
A: Musafah karne wala
B: Quran ki tilawat karne wala
C: Haar kaam mein Bismillah padhne wala
D: Ilm hasil karne wala
E: Salam mein pehal karne wala
F: Maaf karne wala wala
G: Sila Rehmi karne wala
H: Inmein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka intezaar
❗Note agar apka jawab H hai toh sahi jawab likhiye
*********************
Sahi Jawab - E✅
Salam main pehal karne wala Allah Subahnahu aur uske Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ke qareeb hoga
Reference📚:
-----
Nabi e Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo salam kehne main pehal karega wo Allah Subhanahu aur uske Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ke qareeb tar hoga
---
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said "Whoever commences greeting (Salam) is very close to Allah and His Messenger Mohammad Sallallahu Alaihi Wasallam
----
نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: جو سلام کرنے میں پہل کرے گا، وہ اللہ تعالیٰ اور اس کے رسول کے قریب تر ہو گا۔
----
Musnad Ahmed 8255 - Sahih
No comments:
Post a Comment