Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday, 9 November 2020

Insan kya karte waqt tak Allah Subhanahu ke Aazab se sukun mein rehta hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Insan kya karte waqt tak Allah Subhanahu ke Aazab se sukun mein rehta hain


A: Namaz

B: Astagfaar

C: Sila Rehmi

D: Allah Subhanahu ka zikr

E: Quran ki tilawat

F: Sadqa

G: Inmein se koi nahi


H: Sahi Jawab ka Intezaar

********

Sahi Jawab - B✅


Insan jab tak Astagfaar karta rehta hai Allah Subhanahu ke azaab se Aman mein rehta hain


Reference📚:

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya bandah is waqt tak Allah Subhanahu taala ke Azaab se aman mein rehta hai, jab tak Allah Subhanahu taala se Astaghfar karta rehta hain

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: The person is safe from the torment of  Allah as long as he keeps asking Allah for forgiveness.

-----

سیدنا فضالہ بن عبید سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  بندہ اس وقت تک اللہ تعالیٰ کے عذاب سے امن میں رہتا ہے، جب تک اللہ تعالیٰ سے استغفار کرتا رہتا ہے۔ 

----

Musnad Ahmed#5483-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...