Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Rishtedaaro par sadqa karne se do (2) sawab hasil hote hain, Ek sadqe ka aur dusra Sila rehmi ka
----
Syedna Salman bin Aamir RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Sallam ne farmaya Miskeen par sadqa karne mein sirf sadqe ka sawab hota hai aur rishtedaar par karne se do sawab hote hain, Ek sadqe ka aur dusra sila rehmi ka.
----
۔ سیدنا سلمان بن عامر ضَبّی رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: مسکین پر صدقہ کرنے میں صرف صدقے کا ثواب ہوتا ہے اور رشتہ دار پر کرنے سے دو ثواب ہوتے ہیں، ایک صدقہ کا اور دوسرا صلہ رحمی کا۔
----
Musnad Ahmed#9061-Sahih
No comments:
Post a Comment