Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 7 October 2020

Khalis Emaan ki nishani..




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Khalis Emaan ki nishani..
----
Sayeda Aisha RadiAllahu Anhu se riwayat hai, woh kehti hain ke log apne dil mein jo waswasa mehsoos karte thy Rasool- Allah Sallallahu Alaihi wasallam‌ se iska shikwah kiya aur kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam! hum aisi aisi cheeze mehsoos kar jate hain ke unko zabaan se bayan karne ki bah nisbat hamein aasman se girna aasaan lagta hai, Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya yeh to khalis Emaan hain
------
سیدہ عائشہؓ سے مروی ہے، وہ کہتی ہیں کہ لوگ اپنے دل میں جو وسوسہ محسوس کرتے تھے، رسول اللہ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌ سے اس کا شکوہ کیا اور کہا: اے اللہ کے رسول! ہم ایسی ایسی چیزیں محسوس کر جاتے ہیں کہ ان کو زبان سے بیان کرنے کی بہ نسبت ہمیں آسمان سے گرنا آسان لگتا ہے، نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌ نے فرمایا:  یہ تو خالص ایمان ہے۔  
-----
It is narrated on the authority of Ayesha (may Allah be pleased with her) that she said that the people complained to the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) and said: We feel such things that it is easier for us to fall from the sky than to express them with our tongues. The Holy Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: This is pure faith.
------
Musnad Ahmed#23-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...