Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Saturday 25 July 2020

Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai







Bismillahirrahmanirrahim

✦ Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai
-----------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Talbiya kahne wala ba aawaz e buland talbiya kahta hai to usko khushkhabri di jati hai aur takbir kahne wala jab bhi takbir kahta hai to usko bhi khushkhabri di jati hai , logo ne pucha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya jannat ki (khushkhabri di jati hai) Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ji haan
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan
-----------
✦ Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
-----------
✦ Takbir : Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaha illAllah Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd
-----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جب بھی کو تلبیہ کہنے والا بآواز بلند تلبیہ کہتا ہے اسے خوشخبری دی جاتی ہے
اور تكبیر كہنے والا جب بھی تكبیر (اللہ اكبر) کہتا ہے اسے بھی خوشخبری دی جاتی ہے۔ پوچھا گیا: كیا جنت كی (خوشخبری دی جاتی ہے) ؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جی ہاں۔
سلسلہ صحیحہ ١٥٦٩ 
طبرانی ٧٩٨٧ - حسن
----------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब भी कोई तलबिया कहने वाला बा आवाज़ ए बुलंद तलबिया कहता है तो उसको खुशख़बरी दी जाती है और तकबीर कहने वाला जब भी तकबीर कहता है तो उसको भी खुशख़बरी दी जाती है , लोगो ने पूछा या रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम क्या जन्नत की (खुशख़बरी दी जाती है) आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जी हाँ 
अल-सिलसिला-अस-साहिहा हदीस # 1569
तबरानि , 7987-हसन
-------
✦ Narrated by Abu hurairah Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said when anybody recite Talbiya loudly, he will be given glad tidings (good news) and when anybody recite takbir he will also be given glad tidings (good news) , the people asked , Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam , is it (good news) for paradise ? Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said yes.
-----------
✦ Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
-----------
✦ Takbir : Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaha illAllah Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd
-----------
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...