Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 17 June 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam farma rahe thy ke unhe ikhtiyar diya gaya ke wo shaffat yh aadhi ummat ko Janant mein daakhile mein se kisi bhi ek cheez ko chun le

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam farma rahe thy ke unhe ikhtiyar diya gaya ke wo shaffat yh aadhi ummat ko Janant mein daakhile mein se kisi bhi ek cheez ko chun le

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Shafaat chunna aur farmaya yh un logo ke liye hai

A: Mutaaqi
B: Parezgaar
C: Mazlum
D: Gareeb 
E: Gunahgaar
F: Allah Subhanahu ka bahut ziyada zikr karne wale
G: Taqwa Iktiyaar karne wale
H: Inmein se koi nahi

I: Sahi Jawab ka Intezaar

❗Note agar jawab H hain toh sahi jawab likhiye

-----------

Sahih Jawab - E✅

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki shaffat ummat ke gunahgaaro ke liye hogi

Reference📚:
------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : mujhe ikhtiyar diya gaya ke Shafaat aur Aadhi Ummat ke Jannat mein daakhil honay mein se ek cheez chunn lon, to mein ne Shafaat ko ikhtiyar kiya, kyunke woh aam hogi aur kaafi hogi, kya tum samajte ho ke yeh Shafaat mutaqqiyo ke liye hai? Nahi, balke yeh aisay gunahgaron ke liye hai jo galti karne walay aur gunaaho se aaluda honge
-----
It was narrated from Abu Musa Al-Ash’ari that the Messenger of Allah (ﷺ) said: “I was given the choice between being admitted to Paradise, and I chose intercession, because it is more general and more sufficient. Do you think it is for the pious? No, it is for the impure sinners.”
----
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  مجھے اختیار دیا گیا کہ شفاعت اور آدھی امت کے جنت میں داخل ہونے میں سے ایک چیز چن لوں، تو میں نے شفاعت کو اختیار کیا، کیونکہ وہ عام ہو گی اور کافی ہو گی، کیا تم سمجھتے ہو کہ یہ شفاعت متقیوں کے لیے ہے؟ نہیں، بلکہ یہ ایسے گناہگاروں کے لیے ہے جو غلطی کرنے والے اور گناہوں سے آلودہ ہوں گے ۔ 
----
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja#4311

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...