Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Thursday, 13 February 2020
Wo kaunsa Amal hai jo Ibne Adam ne usse Afzal aur koi Amal nahi kiya hain?
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se ziyada hain! Sawal: Mafhum e hadith ke mutabiq wo kaunsa amal hai jo Ibne Adam ne usse afzal aur koi amal nahi kiya hain? A: Musafah karna B: Namaz padhna C: Kajur Sadqa dena D: Aapas mein sulah karna E: Achche Akhlaq F: Gale Milna G: pani pilana H: Maaf karna I: Sahi Jawab ka Intezaar?
********************
Sahi jawab - BDE✅ Reference📚: ----- Abu Huraira RadiAllahu Anhu Nabi Sallalahu Alahi Wasallam se bayan karte hain, Aap ne farmaya : Ibn e Adam ne Namaz, aapas mein sulah, aur achche Akhlaq se afzal koi amal nahi kiya . ---- ابو ہریرہرضی اللہ عنہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے بیان کرتے ہیں،آپ نے فرمایا:ابن آدم نے نماز، آپس میں صلح، اور اچھے اخلاق سے افضل کوئی عمل نہیں کیا۔ ---- Sahih Hadees Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 165
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Wo amal kaunsa hai jiske liye Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne irshad farmaya ke woh sache dil se...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Jab Allah Subhanhu bande ke saat bhalayee ka irada karta hain to usay duniya mein he jaldi saza deta hain ...
-
Bismillahirrahmannirrahim نَسُوا اللّٰہَ فَنَسِیَہُمۡ ------- Yh Allah ko bhool gaye toh Allah ne bhi inhe bhula diya. -...
No comments:
Post a Comment