Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Thursday, 6 February 2020

Eh Mere RABB mujhe Ilm o Hikmat aata farma aur mujhe neik logo mein shamil farma.







Bismillahirrahmannirrahim

رَبِّ هَبْ لِي حُكْمًا وَأَلْحِقْنِي بِالصَّالِحِينَ
----
Eh Mere RABB mujhe Ilm o Hikmat aata farma aur mujhe neik logo mein shamil farma.
----
اے میرے رب مجھے (علم و حکمت) عطا فرما اور مجھے نیک لوگوں میں شامل فرما
----
ऐ मेरे रब्ब मुझे इल्म ओ हिकमत आता फ़ार्मा और मुझे नेक लोगो में शामिल फ़ार्मा.
----
“My Lord! Grant me knowledge & wisdom, and include me with the righteous.
----
Surah Ash-Shu'ara:(26:83)

Sawal1: Allah Subhanahu ki chadar kise kaha gaya hain Sawal:2: Allah Subhanahu ka izar kise kaha gaya hain

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Do sawal hain!

Sawal1: Allah Subhanahu ki chadar kise kaha gaya hain
Sawal:2: Allah Subhanahu ka izar kise kaha gaya hain

A: Namaz
B: Sila Rehmi
C: Taqqabur
D: Dua
E: Sadqa
F: Sabr
G: Ilm
H: Inmein se koi nahi 

I: Sahi Jawab ka intezaar

Agar jawab H hai toh apna jawab likiye

****************

Sahi Jawab – CH✅ (Taqqabur/Izzat)

Reference📚: 

Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Rasool-Allah Sallalahu Alahi wasallam ne farmaya :Allah Azzwajal farmatay hain taqqabur meri chadar hai aur izzat meri izar, jis ne un dono mein se koi ek mujh se cheennay ki koshish ki mein usay jahannum ki aag mein daal dounga.
---------
ابو ہریرہرضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ عزوجل فرماتے ہیں تکبر میری چادر ہے اور عزت میری ازار، جس نے ان دونوں میں سے کوئی ایک مجھ سے چھیننے کی کوشش کی میں اسے جہنم کی آگ میں ڈال دوں گا۔
-----------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 149

Wednesday, 5 February 2020

Mix Azkar







Bismillahirrahmannirrahim

سُبحـان اَللّه
 والحَمدُ لِلّه 
و لَا إِلَهَ إِلا اَللّه 
واللّهُ أَكبَر 
ولاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللّه
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد
--------
✦ SubhanAllah
✦ Walhamdulillah 
✦ Wa lailaha illAllah 
✦ WallahuAkbar 
✦ Wa La hawla wa la Quwwata illa Billah 
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed
---------
✦ Allah ki zaat paak hai 
✦ aur tamam tarifein Allah ke liye hai 
✦ aur Allah ke siwa koi ibadat ke layaq nahi 
✦ aur Allah sabse bada hai 
✦ aur Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi hai 
✦ Ya Allah Muhammed SallAllaahu Alaihi wasallam par rahmat nazil farma
---------
✦ Glory be to Allah 
✦  And Praise be to Allah 
✦ And There is no God except Allah 
✦ And Allah is the Greatest 
✦ And there is no might nor power except by Allah 
✦ Oh Allah Send you blessing on Prophet Muhammed

Agar tum Tauba karo to tumharay liye behtar hai







Bismillahirrahmannirrahim

فَإِن تُبْتُمْ فَهُوَ خَيْرٌ لَّكُمْ
----
Agar tum Tauba karo to tumharay liye behtar hai
----
 اگر تم توبہ کرو تو تمہارے لئے بہتر ہے
----
अगर तुम तौबा करो तो तुम्हारे लिए बेहतर है
----
So if you repent, it is better for you.
----
Surah At-Tawba: (09:03)

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,





Ayat Al Kursi



Allahu Akbar






Bismillahirrhamanirrahim

اللّهُ أَكبَر
--------
Allahu Akbar
Allah sabse bada hai
Allah is the Greatest

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...