❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Do sawal hain!
Sawal1: Allah Subhanahu ki chadar kise kaha gaya hain
Sawal:2: Allah Subhanahu ka izar kise kaha gaya hain
A: Namaz
B: Sila Rehmi
C: Taqqabur
D: Dua
E: Sadqa
F: Sabr
G: Ilm
H: Inmein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka intezaar
Agar jawab H hai toh apna jawab likiye
****************
Sahi Jawab – CH✅ (Taqqabur/Izzat)
Reference📚:
Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Rasool-Allah Sallalahu Alahi wasallam ne farmaya :Allah Azzwajal farmatay hain taqqabur meri chadar hai aur izzat meri izar, jis ne un dono mein se koi ek mujh se cheennay ki koshish ki mein usay jahannum ki aag mein daal dounga.
---------
ابو ہریرہرضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ عزوجل فرماتے ہیں تکبر میری چادر ہے اور عزت میری ازار، جس نے ان دونوں میں سے کوئی ایک مجھ سے چھیننے کی کوشش کی میں اسے جہنم کی آگ میں ڈال دوں گا۔
-----------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 149
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images

La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...

-
Bismillahirrahmanirraheem ✦ Jazak Allahu Khairan - Allah aapko achcha sila ata farmaye --------------- ✦ Usamah bin zaid radi allahu anhu se...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Jo Musalman inn addatoh ko iktiyaar karega toh Jannat mein Rasool-Allah Sallalahu Alahi waSallam haat...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaun yh kahenge ke Allah ki Qasam hum par kabhi takleef nahi guzri aur na he kabhi shiddat aur s...
-
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Aibo ko chupane ki dua jo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam subah aur shaam ko padhna kabhi nahi chod...
-
✅ Ramadan Check List ✅ Try to make all the following deeds your routine during these days of Ramadan. 1️⃣ Fasting (The fast in which ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Rasool- Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kis namaz ke liye farmaya ki Jo bhi padhna chahe padhle is khau...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ do Sawal hai aur pehele sawal mein jawab ek se ziyada hain! Ek Baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ek ...
-
❗ Only-Quran-Hadith-Quiz 739❗ ❗Jawab ek se zyada hain Sawal : Astaghfaar karne walon ke liye kya kya fazilatein/inamaat hain? A : Gum se ni...
No comments:
Post a Comment