❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Jawab ek se zaiyda hain
Ek baar ek Sahabi RadiAllahu Anhu ko Rasool-Allah Sallahu Alahi waSallam ka Aslaha mila aur uske dastey mein ek ruqaa mila jismein kuch likha huwa tha.
Sawal: Usmein kaun kaun si baate likhi huwi thi?
A: kabhi kisi shakhs se koi cheez na maange
B: sach baat kehna chahe apne khilaaf he kuy na ho
C: Miskeen se mohabbat kare aur unke qareeb rehna
D: jo tumse tute is ke saath milo
E: jo tumse burai kare tum isse neki karo
F: bhatkay huwe ko rasta dikhana
G: hamesha apne se kum ko dehkna aur khud ko behtar na samjhna
H: Sahi Jawab ka Intezaar
**********************
Sahi Jawab - BDE✅
Reference📚"
------------
Ali RadiAllahu Anhe se riwayat hai unhone kaha jab mein ne Rasool-Allah Sallahu Alahi waSallam ka Asleha liya apne qabze mein kya tu Rasool-Allah Sallahu Alahi waSallam ki talwar ke dastay mein ek ruqaa mila is mein likha huwa tha jo tum se tute tum is ke saath milo, jo tum se buraiee kare tum is se neki karo, aur sach baat kaho chahay apne khilaaf he kyun nah ho.
--------
علیرضی اللہ عنہ سے مروی ہے انہوں نے کہا: جب میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کا اسلحہ لیا اپنے قبضے میں کیا تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی تلوار کے دستے میں ایک رقعہ ملا اس میں لکھا ہوا تھا :جو تم سے ٹوٹے تم اس کے ساتھ ملو،جو تم سے برائی کرے تم اس سے نیکی کرو، اور سچ بات کہو چاہے اپنے خلاف ہی کیوں نہ ہو
------------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 121
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Wednesday, 5 February 2020
La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
Bismillahirrahmannirrahim
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
-------
La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
-----
Allah subhanahu ke siwa koi sachcha mabud nahi aur Allah sabse bada hai aur Allah ke siwa kisi kaam ko karne ki kisi mein na koi taqat hai aur na hi quwwat
-----
None has the right to be worshipped but Allah, and Allah is the Greatest, and there is no might nor power except by Allah
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
Bismillahirrahmanirrahim
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
--------
Allah ki zaat paak hai aur usee ki hamd hai
Allah ki zaat paak hai aur wo bada azmat wala hai
--------
Glory be to Allah , and Praise
Glory be to Allah and Supreme
Allahumma-ghfir li, warhamni, wa 'afini, warzuqni
Bismillahirrahmanirrahim
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي
Allahumma-ghfir li, warhamni, wa 'afini, warzuqni
---
Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par reham farma , mujhe afiyat de aur mujhe rizq ataa farma
---
O Allah, grant me pardon, have mercy upon me, protect me, provide me sustenance
Subscribe to:
Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Dhul Hajj ke 9 dino ka roza rakha karte thy ---- Hazrat Hafsa Rad...
-
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Har farz namaz ke baad Aayat Al-kursi padhne ki fazilat ------- Abu Umamah RadiAllahu Anhu se rivayat hain ...
-
Bismillahirrahmanirrahim لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ La Ilaha IlAllah --- ✦Allah ke Siwa koi Maabood nahi ---- الله کے سوا کوئی معبود نہیں ---...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: wo kaunsa azkar ya dua hai jiske padhne ke baad shaitan kehta hain ke ye abb sara din mujhse mehfooz rahega...
-
Bismillahirrahmannirrahim لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ La ilaha illAllah Muhammedur Rasool-Allah ---- Allah ke Siwa koi I...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 750❗ Ek baar ek Nabi Alaihi Sallam ki Jawza ne unse kuch aisi baat keh di ya aisa kuch kiya ke usse sunte he Unhone...
-
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ Sawal: Wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye farmaya gaya hain ke wo Allah Subhanahu ki raah mein Jihaad k...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sahih Milan kijiye! (Match the following) 1. Afzal Amal 2. Afzal Sadqa 3. Afzal Hijrat 4. Afzal Jihad ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Fitno ke dauran jo ek dusre ka qatl karte hain aur khud ko hidayat par samjhte hain aur... ---- Khalid b....


























