Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 13 October 2020

Inmein se kaunse amal ko behtareen kalaam kaha gaya hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Inmein se kaunse amal ko behtareen kalaam kaha gaya hain


A: haq per hone ke bawajud khamosh rehna 

B: SubhanAllah Alhamdulillah laa illaha IllAllah Allahu Akbar 

C: Surah Ikhlas 

D: Surah Fatiha

E: La illaha IllAllah

F: La hawla wa la Quwata illa Billah

G: Inmein se koi nahi 


H: Sahi Jawab ka Intezaar

**************

Sahi Jawab – B✅


SubhanAllah, Alhumdullilah La illaha illallaha Allahu Akbar behtareen kalaam hain.


Reference📚:

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wa sallam ne farmaya chaar kalme, SubhanAllah, Alhumdullilah La illaha illallaha Allahu Akbar behtareen kalaam hain. 

aur ek dusri riwayat mein hai Allah Subhanahu ko chaar kalme intehai pasand hain, SubhanAllah, Alhumdullilah La illaha illallaha Allahu Akbar, un mein se jisse bhi pehle padho woh tumahray liye muzir nahi.

----

حضرت سمرہ بن جندب   ؓ  بیان کرتے ہیں ، رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا :’’ چار کلمے ، سبحان اللہ ، الحمدللہ ، لا الہ الا اللہ اور اللہ اکبر ، بہترین کلام ہیں 

 اور ایک دوسری روایت میں :’’ اللہ کو چار کلمے انتہائی پسند ہیں ، سبحان اللہ ، الحمدللہ ، لا الہ الا اللہ اور اللہ اکبر ، ان میں سے جسے بھی پہلے پڑھو وہ تمہارے لئے مضر نہیں ۔‘‘ 

----

Mishkat ul Masabeeh#2294-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...