Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 5 October 2020

Allah ke nazdeek sabse baizzat woh shaqs hai joh Allah Subhanahu se darta hain



Bismillahirrahmannirrahim

Al Quran: Allah ke nazdeek sabse baizzat  woh shaqs hai joh Allah Subhanahu se darta hain
-----
یٰۤاَیُّہَا النَّاسُ  اِنَّا خَلَقۡنٰکُمۡ  مِّنۡ ذَکَرٍ وَّ اُنۡثٰی وَ جَعَلۡنٰکُمۡ شُعُوۡبًا وَّ قَبَآئِلَ لِتَعَارَفُوۡا ؕ اِنَّ  اَکۡرَمَکُمۡ  عِنۡدَ اللّٰہِ  اَتۡقٰکُمۡ ؕ اِنَّ اللّٰہَ عَلِیۡمٌ خَبِیۡرٌ
--------------
Eh logo! hum ne tum sab ko Ek ( he ) mard-o-aurat se paida kiya hai aur iss liye ke tum aapas mein ek doosre ko pehchano kunbay aur qabeelay bana diye hain Allah ke nazdeek tum sab mein se ba-izzat woh hai jo sab say ziyada darney wala hai yaqeen mano ke Allah dana aur ba-khabar hai.
--------------
O mankind, We have created you male and female, and appointed you races and tribes, that you may know one another. Surely the noblest among you in the sight of God is the most godfearing of you. God is All-knowing, All-aware.
---------------
اے لوگو! ہم نے تم سب کو ایک (ہی) مرد وعورت سے پیدا کیا ہے اور اس لئے کہ تم آپس میں ایک دوسرے کو پہچانو کنبے اور قبیلے بنا دیئے ہیں، اللہ کے نزدیک تم سب میں باعزت وه ہے جو سب سے زیاده ڈرنے واﻻ ہے۔ یقین مانو کہ اللہ دانا اور باخبر ہے
--------------
Al Quran – Surat ul Hujraat (49), Ayat No. 13


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...