Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Nafil namaze ghar mein aada karne se Allah Subhanahu ghar mein bhalai aata karte hain
-------
Abu Saeed Khundari RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se koi shakhs Masjid mein apni (Farz) namaz poori kar le to apni Namaz ka kuch hissa apne Ghar mein padhe kuy na ke Allah Subhanahu taala ghar mein Namaz padhne ki wajah se bhalai ataa karta hai
-----
ابو سعید خدریرضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم میں سے كوئی شخص مسجد میں اپنی( فرض) نماز پوری كر لے تو اپنی نماز كا كچھ حصہ اپنے گھر میں پڑھے۔ كیونكہ اللہ تعالیٰ گھر میں نماز پڑھنے كی وجہ سے بھلائی عطا كرتا ہے۔
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#525-Sahih
No comments:
Post a Comment