Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Ibn Adam ke sajdon ke nishaan ko Allah Subahnahu ne Aag per haram kar diya hain
-----------
Nabi Akram Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jahannum ki aag Ibn Adam ke saaray badan ko khaye gi siwaye sajdon ke nishaan ke, Allah Subahnahu taala ne aag par yeh haraam kiya hai ke woh sajdon ke nishaan ko khaye
----------------
It was narrated from Abu Hurairah that the Prophet (ﷺ) said: “The Fire will consume all of the son of Adam except the mark of prostration. Allah has forbidden the Fire to consume the mark of prostration.’”
---------------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جہنم کی آگ ابن آدم کے سارے بدن کو کھائے گی سوائے سجدوں کے نشان کے، اللہ تعالیٰ نے آگ پر یہ حرام کیا ہے کہ وہ سجدوں کے نشان کو کھائے ۔
----------
Sunnan e Ibn e Maja Hadees # 4326-Sahih
No comments:
Post a Comment