Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 20 September 2020

Allah Subhanahu Taala ne Jannat ko kisse banaya?

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Dono sawalo ka jawab ek saath dijiye pehle sawal mai jawab eik se zayda hai!


Sawal: Allah Subhanahu Taala ne Jannat ko kisse banaya?


A: Zafran se

B: Moti ke eent se

C: Heere ke eent se

D: Chandi ke eent se 

E: sone ke eent se

F: Mushk se 

G: kasturi se 

H: Ambar se

I: Khud apne haatoh se


Sawal:  Jannat ko Manzil Al Muluk kisne kaha?


A: Allah subhanahu ne

B: Jannat ke hooro ne

C: Ibrahim Alahi Salam ne

D: Faristoh ne

E: Jibraiel Alahi Salam ne

F: Jannat k daroga ne

G: Rasool-Allah ﷺ ne

H: In mai se koi nahi 


I: Sahi Jawab ka Intezaar?


***********

Sahi Jawab DEG/D✅


Reference📚: 


Abu Saeed RadiAllahu Anhu maukufa wa marfuaa marwi hai ke Allah Subahanhu Taala ne Jannat ko banaya, ek eent sonay ki ek chandi ki  is ka gaara Kastoori ka, phir Jannat se kaha baat karo Jannat ne kaha yaqeenan imaan walay kamiyab hogaye Farishton ne kaha tumahray liye khushkhabri ho, badshahon ke theharnay ki jagah.

------------------------------

 ابو سعید سےموقوفا و مرفوعا مروی ہے كہ: اللہ تعالیٰ نے جنت كو بنایا، ایك اینٹ سونے كی ایك چاندی كی، اس كا گارا كستوری كا ، پھر جنت سے كہا: بات كرو جنت نے کہا: یقینا ایمان والے كامیاب ہوگئےفرشتوں نے كہا: تمہارے لئے خوشخبری ہو، بادشاہوں کے ٹھہرنے کی جگہ۔

-------------------------------------

عَنْ أَبِي سَعِيْدٍ مَوْقُوْفاً وَمَرْفُوْعاً: خَلَق الله تَبَارَك وتَعَالَى الْجَنَّة لَبِنَةَ مِنْ ذَهَبٍ ولَبِنَةَ من فِضَّةٍ ومِلَاطُهَا الْمِسْكُ فقال لَهَا: تَكَلَّمِي فَقَالَت: فَقَالَت الْمَلَائِكَةُ: طُوبَى لَك مَنْزَلَ الْمُلُوك

---------------------------------------

Sahih Hadees

Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1480


No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...