Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 5 August 2020

Aur jahan kahin tum ho wo (ALLAH) tumharay saath hain






Bismillahirrahmannirrahim

وَهُوَ مَعَكُمْ أَيْنَ مَا كُنتُمْ
----
"Aur jahan kahin tum ho wo (ALLAH) tumharay saath hain".
----
 اور جہاں کہیں تم ہو وه (اللہ) تمہارے ساتھ ہے
----
"And He (ALLAH) is with you wherever you are".
----
Surat Al Hadid (57:04)

La illaha illAllah ki Fazilat




















Bismillahirrahmanirraheem

✦ La illaha illAllah ki Fazilat
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne farmaye  agar mere alawa Saato Asman aur Saato Zameen aur unke darmiyan Sab ke Sab ek palde mein ho aur dusre palde Mai Laa illaha illAllah ka kalma ho to ye Kalme wala palda phir bhi bhari hoga
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih
----
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه نے فرماے اگر میرے علاوہ ساتوں آسمان اور ساتوں زمینیں اور ان کے درمیان سب کے سب ایک پلڑے میں رکھے جائیں ،اور  دوسرے پلڑے میں لا الہ الا اللہ کا کلمہ ہو تو یہ کلمے والا پلڑا پھر بھی بھاری ہو گا
صحیح ابن حبان ٦٣٥٣
الحاکم ١٩٣٦-صحیح 
----
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया की अल्लाह सुब्हानहु ने फ़रमाया अगर मेरे अलावा सातों आसमान और सातों ज़मीन और उनके दरमियान सब के सब एक पलड़े में हों और दुसरे पलड़े में ला ईलाहा इलअल्लाह कलमा हो तो ये कलमे वाला पलड़ा  फिर भी भारी रहेगा 
सही इब्न हिब्बान 6353
अल-हाकिम -1936-सही 
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said  Allah subhanahu said if the seven heavens and all their inhabitants except Me, and the seven earths, were (placed) in one pan (of the Balance) and Laa ilaaha ill-Allah was placed in the other pan, Laa ilaha illAllah would be heavier than all.
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih


Sakhti Aur Pareshani ke waqt ki dua








Bismillahirrahmannirrahim

Sakhti aur pareshani ke waqt padhne ki dua

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko jab koi kaam sakht takleef o pareshani mein daal deta to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ye dua padhte: 

يَا حَىُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ 
Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
Eh Zinda Hamesha Rehne wale teri rehmat ke waseele se teri madad chahta hu

Jam e Tirmazi#3524-Sahih 
---------- 
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کو جب کوئی کام سخت تکلیف و پریشانی میں ڈال دیتا تو آپ یہ دعا پڑھتے: «يا حي يا قيوم برحمتك أستغيث» ”اے زندہ اور ہمیشہ رہنے والے! تیری رحمت کے وسیلے سے تیری مدد چاہتا ہوں“۔ 
---------------
Bismillahirrahmanirrahim

Dua when in distress
---------------
Anas bin Malik RadiAllahu Anhu said  Whenever a matter would distress him, the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam would say: 

يَا حَىُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ
Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
‘Oh Alive and everlasting one! In Your Mercy do I seek relief
Jam e Tirmazi#3524-Sahih 


 

 

Alhamdulillahi kahne se meezan bhar jata hai

















Bismillahirrahmannirrahim

Alhumdullilah kahne se Meezan bhar jata hain
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Alhumdullilah kehne se Meezan (Nekiyon se) bhar jata hain.
----
Sunan Ibn Majah, Vol 1, 280- Sahih
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا الحمد لله  کہنے سے میزان (نیکیوں سے)  بھر  جاتا ہے
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Alhumdullilah Fills the Scale (of Good Deeds)
Sunan Ibn Majah, Book 1, 280-Sahih

Jisne Walime ki dawat qubul nahi ki usne Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ki nafarmani ki




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jisne Walime ki dawat qubul nahi ki usne Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ki nafarmani ki
--------
Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke bad tareen khana walime ka woh khana hai, jis mein jis ka haq hai usay roka jata hai aur jis ka haq nahi usay bulaya jata hai, aur jis shakhs ny dawat qubool nahi ki is ny Allah Subhanahu aur iske Rasool Sallallahu Alaihi waSallam ki nafarmani ki
------
ابوہریرہ‌رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے كہ: بدترین كھانا ولیمے كا وہ كھانا ہے، جس میں جس كا حق ہے اسے روكا جاتا ہے اور جس كا حق نہیں   اسے بلایا  جاتا ہے، اور جس شخص نے دعوت قبول نہ كی اس نے اللہ اور اس كے رسول كی نافرمانی  كی۔
------
Al-Silsila-tus-Sahiha#849-Sahih

Aur Allah Akhirat ki (bhalai) chahata hain.





Bismillahirrahmannirrahim

وَاللَّهُ يُرِيدُ الْآخِرَةَ
----
Aur Allah Akhirat ki (bhalai) chahata hain.
----
 اور اللہ آخرت کی (بھلائی) چاہتا ہے
----
But Allah desired for you the Hereafter
----
Surah Al Anfal: (08:67)

Allahumma ahdini fiman hadayat





Bismillahirrahmanirrahim

اللَّهُمَّ اهْدِنِي فِيمَنْ هَدَيْتَ

Allahumma ahdini fiman hadayat 
-----
Eh ALLAH mujhe un logo ke saath hidayat de jinhe tune hidayat bakhshi
-----
O Allah, guide me among those whom You have guided
-----
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 1412

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...