Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 2 September 2020

Akhirat ki behtari jis ka maqsad ban jata hai Allah Subhanahu uske bikhare huwe kaam samaitt deta hai




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Akhirat ki behtari jis ka maqsad ban jata hai Allah Subhanahu uske bikhare huwe kaam samaitt deta hai
-----
Anas RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke jis shakhs ka Maqsad akhirat ki behtari ho Allah taala is ke dil mein Ghana rakh deta hai, is ke bikhare huwe kam samaitt deta hai, aur duniya zaleel ho kar is ke paas aati hai. aur jis shakhs ka maqsad sirf duniya kamana ho Allah taala is ke aankhon ke darmiyan mohtaji rakh deta hai, is ke kam bighad deta hai, aur duniya se usay itni he millti hai jitna is ka muqaddar hai
----
انس‌رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے كہ: جس شخص كا مقصد آخرت كی بہتری ہو اللہ تعالیٰ اس كے دل میں غنا ركھ دیتا ہے، اس كےبكھرے ہوئے كام سمیٹ دیتا ہے ، اور دنیا ذلیل ہو كر اس كے پاس آتی ہے۔ اور جس شخص كا مقصد صرف دنیا كمانا ہو اللہ تعالیٰ اس كی آنكھوں كے درمیان محتاجی ركھ دیتا ہے، اس كے كام بكھیر دیتا ہے ، اور دنیا سے اسے اتنی ہی ملتی ہے جتنا اس كا مقدر ہے
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#1407-Sahih


 

La illaha illAllah ki Fazilat




Bismillahirrahmanirraheem

✦ La illaha illAllah ki Fazilat
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne farmaye  agar mere alawa Saato Asman aur Saato Zameen aur unke darmiyan Sab ke Sab ek palde mein ho aur dusre palde Mai Laa illaha illAllah ka kalma ho to ye Kalme wala palda phir bhi bhari hoga
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih
----
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه نے فرماے اگر میرے علاوہ ساتوں آسمان اور ساتوں زمینیں اور ان کے درمیان سب کے سب ایک پلڑے میں رکھے جائیں ،اور  دوسرے پلڑے میں لا الہ الا اللہ کا کلمہ ہو تو یہ کلمے والا پلڑا پھر بھی بھاری ہو گا
صحیح ابن حبان ٦٣٥٣
الحاکم ١٩٣٦-صحیح 
----
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया की अल्लाह सुब्हानहु ने फ़रमाया अगर मेरे अलावा सातों आसमान और सातों ज़मीन और उनके दरमियान सब के सब एक पलड़े में हों और दुसरे पलड़े में ला ईलाहा इलअल्लाह कलमा हो तो ये कलमे वाला पलड़ा  फिर भी भारी रहेगा 
सही इब्न हिब्बान 6353
अल-हाकिम -1936-सही 
----
Bismillahirrahmanirrahim

✦ The Virtue of La illaha illAllah
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said  Allah subhanahu said if the seven heavens and all their inhabitants except Me, and the seven earths, were (placed) in one pan (of the Balance) and Laa ilaaha ill-Allah was placed in the other pan, Laa ilaha illAllah would be heavier than all.
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih


 

Joh logo se bheek mangta hai wo Allah subhanahu se iss haal mein milega ke uske chehre per gosht ka ek tukda bhi nahi hoga



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Joh logo se bheek mangta hai wo Allah subhanahu se iss haal mein milega ke uske chehre per gosht ka ek tukda bhi nahi hoga
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya tum mein se joh banda bhi hamesha bheek mangta rahega wo Allah Subhanahu taala ko iss haal mein milega ke iss ke chehre per gosth ka ek tukkada bhi nahi hoga
----
سیدنا عبد اللہ بن عمر ‌رضی ‌اللہ ‌عنہما  سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  تم میں سے جو بندہ بھی ہمیشہ بھیک مانگتا رہے گا، وہ اللہ تعالیٰ کو اس حال میں ملے گا کہ اس کے چہرے پر گوشت کا ایک ٹکڑا بھی نہیں ہو گا۔ 
----
Musnad Ahmed#3526-Sahih


 

Ek baar Allah Subhanahu ne apne Fariston se kaha Mere liye Mere bandon ko bulao Fariston ne jawab diya ke wo kaise bula sakte hai jabke saath asmaan aur Arsh beech mein haail hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Ek baar Allah Subhanahu ne apne Fariston se kaha Mere liye Mere bandon ko bulao Fariston ne jawab diya ke wo kaise bula sakte hai jabke saath asmaan aur Arsh beech mein haail hain


Sawal: wo kaunsa amal hai jiska zikr Allah Subhanahu ne kiya


A: Sayyadul Astagfaar padne se

B: Kalma Sahadat ka iqrar karne se

C: La illaha ilallaha kehne se

D: Sajda karne se

E: Takbeer kehne se

F: Surah Ikhlas padne se

G: Inmein se koi nahi


H: Sahi Jawab ka intezaar


Note agar apka jawab G hai toh sahi jawab likhiye


**************


Sahi Jawab - C✅


La illaha illallaha kehne se Allah Subhanahu apne bandon ko jawab dete hain


 Reference📚:

----

Saabit RadiAllahu Anhu kehte hain : shaam ke Ek bashinde ne hamein bayan kiya, woh aadmi syedna Abdullah bin Umro bin Aass RadiAllahu Anhu ke saath rehta aur un ki baten sunta tha, woh kehta hai Ek din mein un ke saath tha ke woh nauf ko miley, nauf ne kaha hamein yeh baat batlai gayi hai ke Allah Subhanahu taala ne firshton se kaha mere liye mere bundon ko bulao unhon ne kaha Eh RABB! un ko kaise bulaya jaye, jab ke un ke samne saat aasman haail hain aur un ke uper Arsh hai? Allah Subhanahu taala ne kaha jab woh Laa illaha illallaha kahenge to woh jawab denge

------

 ۔ ثابت کہتے ہیں: شام کے ایک باشندے نے ہمیں بیان کیا، وہ آدمی سیدنا عبد اللہ بن عمرو بن عاص  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  کے ساتھ رہتا اور ان کی باتیں سنتا تھا، وہ کہتا ہے: ایک میں ان کے ساتھ تھا کہ وہ نوف کو ملے، نوف نے کہا: ہمیں یہ بات بتلائی گئی ہے کہ اللہ تعالیٰ نے فرشتوں سے کہا: میرے لیے میرے بندوں کو بلاؤ، انھوں نے کہا: اے ربّ! ان کو کیسے بلایا جائے، جبکہ ان کے سامنے سات آسمان حائل ہیں اور ان کے اوپر عرش ہے؟ اللہ تعالیٰ نے کہا: جب وہ لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ کہیں گے تو وہ جواب دیں گے۔ 

-----

Musnad Ahmed#5431-Sahih

Tuesday, 1 September 2020

Wo kaun log honge jo Allah Subhanahu se iss haal mein milenge jinke chehre per gosht ka ek tukda bhi nahi hoga

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Wo kaun log honge jo Allah Subhanahu se iss haal mein milenge jinke chehre per gosht ka ek tukda bhi nahi hoga


A: chugalkhor

B: zinakar

C: Soodi karobar karne wale

D: Apne Maal ka dhikhawa karne wale

E: Logo se maange wala

F: Ilm chupane wale

G: Inmein se koi nahi


H: Sahi Jawab ka Intezaar


❗Note agar apka jawab G hai toh sahi jawab likhiye

************

Sahi Jawab - E✅

Joh logo se bheek mangta hai wo Allah subhanahu se iss haal mein milega ke uske chehre per gosht ka ek tukda bhi nahi hoga 

Reference📚:

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya tum mein se joh banda bhi hamesha bheek mangta rahega wo Allah Subhanahu taala ko iss haal mein milega ke iss ke chehre per gosth ka ek tukkada bhi nahi hoga

----

سیدنا عبد اللہ بن عمر ‌رضی ‌اللہ ‌عنہما  سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  تم میں سے جو بندہ بھی ہمیشہ بھیک مانگتا رہے گا، وہ اللہ تعالیٰ کو اس حال میں ملے گا کہ اس کے چہرے پر گوشت کا ایک ٹکڑا بھی نہیں ہو گا۔ 

----

Musnad Ahmed#3526-Sahih

Monday, 31 August 2020

Mujhe ye azkar un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj nikalta hai





Bismillahirahmanirrahim

✦ Hadith : Mujhe ye azkar un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj nikalta hai
-------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya mujhe SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar kahna un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj tulu hota hai (yani in char kalimat ki ahmiyat sari duniya se zyada hai)
Sahih Muslim, Jild 6, 6847
-------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، کہا : رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : یہ بات کہ میں سبحان الله والحمدلله ولا اله الا لله والله اكبر کہوں ، مجھے ان تمام چیزوں سے زیادہ محبوب ہے جن پر سورج طلوع ہوتا ہے ۔
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मुझे सुबहानअल्लाह वा अल्हम्दुलिल्लाह वा ला ईलाहा ईललल्लाहू वा अल्लाहू अकबर कहना उन तमाम चीज़ो से महबूब है जिस पर सूरज निकलता है  (यानी इन चार कलीमात की अहमियत सारी दुनिया से ज़्यादा है)
सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6847
-------
 ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said  The saying of these words 
SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar 
is dearer to me than anything over which the sun rises.(it means these four kalimat is more importent than whole world)
Sahih Muslim, Book 35, 6512


 

ilm aur rizq mein barkat ki dua




Bismillahirrahmanirrahim

✦ ilm aur rizq mein barkat ki dua
-------------------
✦ Umm Salma Radi Allahu anha se rivayat hai ki RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab subah ki namaz mein salam pherte to uske baad ye dua padhte 

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‌‌‌‌‌‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‌‌‌‌‌‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala
✦ Eh Allah main tujhse nafa dene wale ilm aur pakiza rizq aur qubul hone wale amal ka sawal karta hun
Sunan ibn Maja, Jild 1, 925-Sahih
-------------------
 نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم جب نماز فجر میں سلام پھیرتے تو یہ دعا پڑھتے:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‌‌‌‌‌‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‌‌‌‌‌‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
 اے اللہ! میں تجھ سے نفع بخش علم، پاکیزہ روزی اور قبول ہونے والے عمل کا سوال کرتا ہوں ؎۔ 
سنن ابن ماجہ ، جلد ١ ، ٩٢٥-صحیح 
--------------
✦ उम्म सलमा रदी अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  जब सुबह की नमाज़ में सलाम फेरते तो उसके बाद ये दुआ पढ़ते 

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‌‌‌‌‌‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‌‌‌‌‌‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
अल्लाहुम्मा इन्नी असअलुका इल्मन नाफिया , वा रिज़क़न तय्यबा वा अमलन मुतक़ब्बला
एह अल्लाह मैं तुझसे ऩफा देने वाले इल्म और पाकीज़ा रिज़क़ और क़ुबूल होने वाले अमल का सवाल करता हूँ
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1, 925-सही
--------

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Dua to get good knowledge and provision (rizq)

It was narrated from Umm Salamah radi allahu anha that when the RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  performed the morning prayer, after Salam, he would say:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‌‌‌‌‌‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‌‌‌‌‌‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni asaluka ilman Nafiaa, wa Rizqan tayyiba wa Amalan mutaqabbala
✦  O Allah, I ask You For Beneficial Knowledge and Good Provision And Acceptable Deeds.
Sunan Ibn Majah, Book 5, 925-Sahih


 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...