Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 15 March 2020

Beshak, wo ghuroor karne walon ko pasand nahi karta




Bismillahirrahamnnirrahim

إِنَّهُ لَا يُحِبُّ الْمُسْتَكْبِرِينَ
------
Beshak, wo ghuroor karne walon ko pasand nahi karta
------
بے شک وہ غرور کرنے والوں کو پسند نہیں کرتا
------
Indeed, He does not like the PROUD.
-----
Surah An Nahal: (16:23)

Astagfirullah,





Bismillahirrahmanirrahim

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ

Astagfirullah
------
Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu 
------
I seek the forgiveness of Allah the Almighty

Alhamdulillahi Kathira




Bismillahirrahmanirrahim

Alhamdulillahi Kathira kahne ka sawab
-----------
Salman Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek shakhs ne kaha 

  اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا 
Alhamdulillahi Kathira
(yani Allah ke liye bahut zyada tarifein hain)
 to farishte ko ye likhna bhari mehsus hua to usne us baare mein Allah Subhanahu se ruju kiya to us se kaha gaya ki usko (uske sawab ko) usee tarah likho jis tarah mere bande ne kaha kathira (yani bahut zyada)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih
------------------
سلمان ؓسے مروی ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: ایک آدمی نے کہا: 

الحمدللہ کثیرا 
( اللہ کے لئے بہت زیادہ تعریفات ہوں ) فرشتے کو لکھنا بھاری محسوس ہوا تو اس نے اس بارے میں اپنے رب عزوجل سے رجوع کیا۔ تو اس سے کہا گیا: اسے اسی طرح لکھو جس طرح میرے بندے نے کہا: بہت زیادہ
سلسلة الصحيحة -٢٨٦٨ -صحیح 
------------------
सलमान रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया एक शख्स ने कहा 

 اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا
अलहम्दु लिल्लाहि कसीरा 
(यानी अल्लाह के लिए बहुत ज़्यादा तारीफें हैं)
तो फरिश्ते को ये लिखना भारी महसूस हुआ तो उसने उस बारे में अल्लाह सुबहानहु से रूजू किया तो उस (फ़रिश्ते) से कहा गया की उसको (उसके सवाब को) उसी तरह लिखो जिस तरह मेरे बन्दे ने कहा कसीरा (यानि बहुत ज़्यादा)
अल सिलसिला अस सहिहा, 2868-सही
------
Narrated by Abu Hurairah Radi Allahu Anhu the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said once a man said

اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا
 Alhamdulillahi Kathira  
(All Praise is due to Allah , Abundant),
 Angel felt heavy to write (its hasnat) so he went back to Allah regarding this matter , Allah said write (hasnat)for him as my slave said kathira (Abundant)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih

Aur App ke liye kabhi na khatam hone wala Ajar hai.




Bismillahirrahmannirrahim

وَإِنَّ لَكَ لَأَجْرًا غَيْرَ مَمْنُونٍ
----
Aur App ke liye kabhi na khatam hone wala Ajar hai.
----
اور آپ کے لئے کبھی نہ ختم ہونے والا اجر ہے 
----
You will have a never Ending reward 
-----
Surah Al Qalam: (63:03)

Saturday, 14 March 2020

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,






السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Kasrat se La hawla wa la Quwwata illa billah padhne ki fazilat











Bismillahirahmanirrahim

Hadith: Kasrat se La hawla wa la Quwwata illa billah padhne ki fazilat
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya La hawla wa la Quwwata illa billah kasrat se padha karo kyuke ye Jannat ke khazano mein se ek khazana hain

لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ

La hawla wa la Quwwata illa billah
----
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi
-------
الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں
-----
There is no might and no power but that of Allah.

Jamia Tirmizi hadees#3601-Sahih
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ” «لا حول ولا قوة إلا بالله» کثرت سے پڑھا کرو، کیونکہ یہ جنت کے خزانوں میں سے ایک خزانہ ہے“۔
----
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Be frequent in saying La hawla wa la Quwwata illa billah

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said to me: Be frequent in saying:La hawla wa la Quwwata illa billah For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.
----
Jamia Tirmizi Hadees#3601-Sahih


 

Thursday, 12 March 2020

Aur uss ke siwa hargiz hargiz koi panah ki jagah na payega.





Bismillahirrahmannirrahim

وَلَن تَجِدَ مِن دُونِهِ مُلْتَحَدًا
----
Aur uss ke siwa hargiz hargiz koi panah ki jagah na payega.
----
 اس کے سوا ہرگز ہرگز کوئی پناه کی جگہ نہ پائے گا 
----
And you shall not find any refuge besides Him.
----
Surah Al Kahaf: (18:27)

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...