Bismillahirahmanirrahim
Hadith: Kasrat se La hawla wa la Quwwata illa billah padhne ki fazilat
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya La hawla wa la Quwwata illa billah kasrat se padha karo kyuke ye Jannat ke khazano mein se ek khazana hain
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La hawla wa la Quwwata illa billah
----
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi
-------
الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں
-----
There is no might and no power but that of Allah.
Jamia Tirmizi hadees#3601-Sahih
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ” «لا حول ولا قوة إلا بالله» کثرت سے پڑھا کرو، کیونکہ یہ جنت کے خزانوں میں سے ایک خزانہ ہے“۔
----
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Be frequent in saying La hawla wa la Quwwata illa billah
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said to me: Be frequent in saying:La hawla wa la Quwwata illa billah For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.
----
Jamia Tirmizi Hadees#3601-Sahih
No comments:
Post a Comment