❗Only-Quran-Hadith-Quiz 916 ❗
Sawal: kaunsa amal karne wale ke liye farmaya gaya hain ke uske liye Jannat mein ghar banaya jayega aur uske darjat bhi buland kar diye jayege
A: Masjid mein Qiyam karne wale
B: Allah ke raste mein jihad karne wale
C: Surah Ikhlas 10 baar padhne par
D: Bewa aur yateem ki madad karne wale
E: Namaz ko pahli sad mein padhne wale
F: Namaz ki safon mein khali jagah ko pura karne wale
G: Inmein se koi nahi (to apna jawab likho)
H: Sahih Jawab ka intezaar
****
Sahih Jawab - F✅
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Namaz ki Safoh ko Mukamal karne walo ke liye Jannat mein Ghar banaya jayega
---------
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Jis shaks ne (safoh ke darmiyan) khali jagah ko pura kiya to Allah Subhanahu uske liye Jannat mein ghar banayega aur uske darjat buland kar dega
----
عائشہ رضی اللہ عنہا كہتی ہیں كہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص نے ( نماز کی صفوں کے درمیان) خالی جگہ كو پر كیا اللہ تعالیٰ اس كے لئے جنت میں گھر بنائےگا، اور اس كے درجات بلند كرے گا
------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said whoever fills the gaps (in the row of prayer) Allah will build a house for him in the paradise and will raise his level
---
Al-Silsila-tus-Sahiha#737
No comments:
Post a Comment