❗Only-Quran-Hadith-Quiz 763❗
Sawal: Sabse achchi Tilawat kaunsi hain?
A: Jo Masjid ke andar padhi jaye
B: Jo achchi aawaz se padhi jaye
C: jismein riyakari na ho
D: Jo kam aawaz se padhi jaye
E: Jis mein Allah ka khauff nazar aaye
F: Jisse baar baar sunne ka maan kare
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
****
Sahi Jawab - E✅
Hadith: Achchi tarah Quran ki Qiraat karne wala wo shakhs hain jiski Khashiyat nazar aaye yani Allah ka khauff...
📚Reference:
-----
Aisha Radi Allahu Anhu se riwayat hain ke logon mein sabse achchi (Quran) ki Qiraat karne wala wo shakhs hain ke jab wo Qirat kare to is par Allah ki Khashiyat (Allah ka khauff) nazar aaye.
------------
عائشہ رضی اللہ عنہا سے مرفوعا مروی ہے کہ: لوگوں میں سب سے اچھی قراءت کرنے والا وہ شخص ہے کہ جب وہ قراءت کرے تو اس پر اللہ کی خشیت نظر آئے
------------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2810-Sahih
No comments:
Post a Comment