❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kaunse shakhs ko farmaya gaya ke wo bakheel hain
A: Maal gin gin ke rakne wale
B: Maal hote huwe bhi kharch nahi karne wale
C: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki sunnatoh ko tark karne wale
D: Ilm hote huwe bhi Amal nahi karne wale
E: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka naam sun kar darood na padhne wale
F: Deen mein naya ijaad karne wale
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
**********
Sahi Jawab - E✅
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ka naam sun kar darood nahi padhne wala shakhs bhakeel hain
Reference📚:
------
Syedna Hussain RadiAllahu Anhu se rivayat hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya woh Aadmi bakheel hain, jis ke paas mera zikar huwa, lekin is ne mujh par durood nahi padha.
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: The miser is the one in whose presence I am mentioned and he does not send blessings upon me
-----
۔ سیدنا حسین رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: وہ آدمی بخیل ہے، جس کے پاس میرا ذکر ہوا، لیکن اس نے مجھ پر درود نہ پڑھا۔
----
Musnad Ahmed#5707-Sahih
No comments:
Post a Comment