Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 28 September 2020

Narmi ikhteyaar karne wale ko duniya ki khair aur bhalayi se nawaza jaata hai



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Narmi ikhteyaar karne wale ko duniya ki khair aur bhalayi se nawaza jaata hai
-----
Sayeda Aisha RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wa sallam ne un ko farmaya jis ko *Narmi ataa ki gayi, uss ko duniya aur akhirat ki khair aur bhalai se Nawaz diya gaya aur Sila Rehmi, Husn Ikhlaq aur padosi se achcha sulooq karne (jaisay amwaarِ khair) gharon (aur qabeelon) ko aabad karte hain aur umaroh mein izafah karte hain.
------
 ۔ سیدہ عائشہ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہا سے روایت ہے کہ نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے اُن کو فرمایا : جس کو نرمی عطا کی گئی، اُس کو دنیا و آخرت کی خیر و بھلائی سے نواز دیا گیا اور صلہ رحمی، حسنِ اخلاق اور پڑوسی سے اچھا سلوک کرنے (جیسے امورِ خیر) گھروں (اور قبیلوں) کو آباد کرتے ہیں اور عمروں میں اضافہ کرتے ہیں۔ 
-----
Musnad Ahmed#9062-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...