Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 4 August 2020

Yaum e Arafa ki Sabse behtar dua






Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Yaum e Arafa ki Sabse behtar dua
------------
Abdullah ibn Amr Radi Allahu Anhu se riwayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sabse behtar dua Yaum e Arafa ki dua hain aur mein aur mujhse pehle Anbiya Alaihi Salam ne Jo Kaha us mein ye dua Behtar Hain

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
Allah Subhanahu Ke alawa koi Mabud bar Haq Nahi wo Akela hain uska koi Sharik Nahi ussi ki badshahi hain aur ussi ki hamd wa tareef , aur wo har Cheez par Qadir Hain
Saheeh Al-Targheeb hadees 1536
--------
عبد اللہ بن عمرو بن عاص رضى اللہ تعالى عنہما بيان كرتے ہيں كہ نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:" سب سے بہتر دعاء يوم عرفہ كى دعاء ہے، اور ميں اور مجھ سے پہلے انبياء نے جو كہا اس ميں يہ دعا بہتر ہے:

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

اللہ تعالى كے علاوہ كوئى معبود برحق نہيں، وہ اكيلا ہے اس كا كوئى شريك نہيں، اسى كى بادشاہى ہے، اور اسى كى حمد و تعريف، اور وہ ہر چيز پر قادر ہے "
 صحيح الترغيب  ۱۵۳۶
------
It was narrated from ‘Abd-Allaah ibn ‘Amr ibn al-‘Aas (may Allaah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “The best of du’aa’ is du’aa’ on the day of ‘Arafah, and the best that I and the Prophets before me said is

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
 ‘Laa ilaaha ill-Allaah wahdahu la shareeka lah, lahu’l-mulk wa lahu’l-hamd wa huwa ‘ala kulli shay’in qadeer 

(There is no god but Allaah alone, with no partner or associate; His is the dominion, to Him be praise, and He has power over all things)
 Saheeh al-Targheeb (1536). 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...