Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 26 August 2020

Jiss din RABB ki nishaani aayegi toh kisi ka Imaan lana fayda nahi dega yaha kaunsi nishani ka zikr kiya hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Jiss din RABB ki nishaani  aayegi toh kisi ka Imaan lana fayda nahi dega yaha kaunsi nishani ka zikr kiya hain


A: Yajuj majuj ka nikalna

B: Isa Alaihi Salam ka nuzul

C: Mahdi Alaihi Salam ja nuzul

D: Chand ka paschim se nikalna

E: Mushriko ka Jazeera Arab se nikaal dena

F: Suraj ka maghrib ki taraf se tulu hona

G: Inmein se koi nahi


H: Sahi Jawab ka intezaar

***********

Sahi Jawab - F✅


Suraj ka Maghrib ki taraf se tulu hone ke baad kisi shaqs ka Imaan  usse fahida nahi dega


Reference📚:

-----

Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne yh aayat tilawat ki..{یَوْمَیَاْتِیْ بَعْضُ اٰیٰتِ رَبِّکَ لَا یَنْفَعُ نَفْسًا اِیْمَانُہَا}.. jiss din tere RABB ki koi nishani aajayegi toh kisi shaqs ko iss ka Imaan fahida nahi dega phir farmaya yh nishani Suraj ka Maghrib ki taraf se tulu hona hain.

------

 ۔ سیدنا ابو سعید خدری ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے روایت ہے کہ نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے یہ آیت تلاوت کی: {یَوْمَیَاْتِیْ بَعْضُ اٰیٰتِ رَبِّکَ لَا یَنْفَعُ نَفْسًا اِیْمَانُہَا} … جس دن تیرے رب کی کوئی نشانی آ جائے گی تو کسی شخص کو اس کا ایمان فائدہ نہیں دے گا پھر فرمایا:  یہ نشانی سورج کا مغرب کی طرف سے طلوع ہونا ہے۔ 

----

Musnad Ahmed#8601- Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...