Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 21 July 2020

Qayamat ke din har momeen ke saath kaun hoga

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

❗Jawab ek se ziyada hain

Sawal: Qayamat ke din har momeen ke saath kaun hoga

A: Amal
B: Faristha
C: Dost 
D: Munafiq
E: Kafir
F: Sadqa
G: Namaz

H: Sahi Jawab ka intezaar

******************

Sahi Jawab - BE✅

Qayamat ke din har Momeen ke saath ek Farishta aur ek Kafir hoga jo Momeen ke badly Aag mein jayega 

Reference📚
----
Abu Darda RadiAllahu Anhu apne waalid (Abu Moosa Ashri radi Allahu anhu) se bayan karte hain ke Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab qayamat ka din hoga toh har momeen ki taraf ek farishta bheja jayega jis ke saath ek Kafir hoga. woh farishta is momeen se kahega. Eh Momeen! is kafir ko pakado, ye tumahray badlay Aag mein jaye ga
-----
عَن أَبِي بُرْدَةَ عَن أَبِيْهِ (أَبِي مُوسَى الأَشْعَرِي) عَنِ النَّبِيِّ ‌صلی ‌اللہ ابو بردہ اپنے والد(ابو موسیٰ اشعری رضی اللہ عنہ )سے بیان کرتے ہیں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب قیامت کا دن ہوگا تو ہر مومن کی طرف ایک فرشتہ بھیجا جائے گا جس کے ساتھ ایک کافر ہوگا۔ وہ فرشتہ اس مومن سے کہے گا۔ اے مومن! اس کافر کو پکڑو، یہ تمہارے بدلے آگ میں جائے گا۔
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2519-Sahih

No comments:

Post a Comment

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...