Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 26 January 2020

Aur na kamzor padho aur na ghumgeen ho.





Bismillahirrahmanirrahim

وَلَا تَہِنُوۡا وَلَا تَحۡزَنُوۡا
-------
Aur na kamzor padho aur na ghumgeen ho.
-------
So do not weaken and do not grieve.
-------
Al Quran: (03:139)

Asal Baat Yahi hain ke tum Sab ka Mabood-e-bar haq srif Allah he hain.




Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّمَاۤ اِلٰـہُکُمُ اللّٰہُ
------
Asal Baat Yahi hain ke tum Sab ka Mabood-e-bar haq srif Allah he hain.
------
Your God is only Allah
------
Al Quran: (20:98)

Aapas mein ek doosray ko Aib na lagao aur na kissi ko buray laqab do.





Bismillahirrahmannirrahim

وَلَا تَلۡمِزُوۡۤا اَنۡفُسَکُمۡ وَلَا تَنَابَزُوۡا بِالۡاَلۡقَابِ

Aapas mein ek doosray ko Aib na lagao aur na kissi ko buray laqab do.
-------
Do not Insult one another and do not call each other by (offensive) nicknames.
--------
Al Quran: (49:11)

Eh hamare RABB , jab tu hamko hidayat kar chuka hai to hamare dilo ko na pher aur apne paas se hamein rahmat ata farma , Beshak tu sabse zyada ata farmane wala hai




Bismillahirrahmanirrahim

رَبَّنَا لَا تُزِغ قُلُوبَنَا بَعدَ إِذ هَدَيتَنَا وَهَب لَنَا مِن لَّدُنكَ رَحمَةً ۚ إِنَّكَ أَنتَ الوَهَّابُ
-----
Eh hamare RABB , jab tu hamko hidayat kar chuka hai to hamare dilo ko na pher aur apne paas se hamein rahmat ata farma , Beshak tu sabse zyada ata farmane wala hai
-----
Our Lord, let not our hearts deviate after You have guided us and grant us from Yourself mercy. Indeed, You are the Bestower
-----
Al Quran: (03:08)

Emaan laney walon ka Kaar saaz Allah Subhanahu Khud hain.





Bismillahirrahmannirrahim

اَللّٰہُ وَلِیُّ الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا
-----
Emaan laney walon ka Kaar saaz Allah Subhanahu Khud hain.
-----
Allah Subhanahu is the Protector of those who Believe
-----
Al Baqrah: (02:257)

Sabar he behtar hai aur tumhari banaee huwi baaton per Allah he se madad ki talab hain.




Bismillahirrahmannirrahim

فَصَبۡرٌ جَمِیۡلٌ ؕ وَاللّٰہُ الۡمُسۡتَعَانُ
------
Sabar he behtar hai aur tumhari banaee huwi baaton per Allah he se madad ki talab hain.
------
Allah is the one sought for help against that which you describe."
------
Al Quran: (12:18)


Allah Subhanahu Taalaa tumharay Dushmanon ko khoob jannay wala hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Dost hona kafi hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Madadgar hona bus hain.





Bismillahirrahamannirrahim

وَ اللّٰہُ اَعۡلَمُ بِاَعۡدَآئِکُمۡ ؕ وَ کَفٰی بِاللّٰہِ وَلِیًّا وَّ کَفٰی بِاللّٰہِ نَصِیۡرًا
---------
Allah Subhanahu Taalaa tumharay Dushmanon ko khoob jannay wala hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Dost hona kafi hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Madadgar hona bus hain.
--------
And Allah is most knowing of your Enemies; and sufficient is Allah as an Ally, and Sufficient is Allah as a Helper. 
---------
Al Quran: (04:45)

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...