Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 7 March 2023

Salamat rakhne wale amal inmein se kaunse hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz 940❗

❗Jawab ek se ziyada

Sawal: Salamat rakhne wale amal inmein se kaunse hain 

A: Salam ko aam karna
B: Neiki karna
C: Janaze mein shareek hona
D: Khamosh rehna
E: Sila Rahmi karna
F: Awwal waqt mein namaz adda karna 
G: Maaf karna
H: Sahih Jawab ka intezaar
******
Sahih Jawab - ABD✅

Hadith : Salamat rakhne wale amal..

Reference:📚
---
Buraha RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Salaam ko aam karo tum salamat rahoge
---
براء‌رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے کہ : سلام کو عام کرو ، تم سلامت رہو گے۔
---
Buraha RadiAllahu Anhu narrates Spread (the greeting of) Salam and you will be safe
---
Al-Silsila-tus-Sahiha#264
***
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya achchi baat kaho inaam hasil karoge khamosh raho sharminda hone se salamat rahoge
-----
رسول اﷲ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا  اچھی بات کہو انعام حاصل کروگے، خاموش رہو شرمندہ ہونے سے سلامت رہوگے
---
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, “Speak what is good and acquire gains, or refrain from speaking evil and be safe.”
----
Al-Silsila-tus-sahiha - 269-part
**
Hakim bin Hazzam se riwayat hain ke jab tak neiki karte rahoge salamat rahoge
----
حكیم بن حزام سے مرفوعا مروی ہے كہ:جب تک نیکی کرتے رہوگے سلامت رہوگے
----
Hakim bin Hazzam narrated that as long as you continue to do good, you will be safe.
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#947

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...