Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 11 October 2020

Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar





Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar
-----
Umm Raafia RadiAllahu Anhu se riwayat hai unhone kaha: Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi mujhe koi aisa amal bataye jis per Allah Subhanahu taala mujhe ajar de? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Eh Umm Raafia jab tum Namaz ke liye khadi hone lagoo toh dus martaba SubhanAllah dus martaba Alhumdullilah dus martaba Allahu Akbar aur dus martaba bakshish Astagfirullah talab karo kyun ke tum jab das martaba SubhanAllah kahogi toh Allah Subhanahu taala farmaiye ga yeh mere liye hain jab tum La illaha illallaha kahogi toh Allah Subhanahu taala farmaiye ga yeh mere liye hai, aur jab tum Alhumdullilah kaho gi to Allah Subhanahu taala farmaiye ga yeh mere liye hain aur jab tum Allah hu Akbar kaho toh Allah Subahnahu farmayega yeh mere liye hain aur jab tum bakshih  (Astagfirullah) talab karogi toh Allah Subahnahu taala farmayega mein tumhe baksh diya
-----
ام رافع  رضی اللہ عنہا سے مروی ہے انہوں نے کہا: اے اللہ کے رسول! مجھے کوئی ایسا عمل بتایئے جس پر اللہ تعالیٰ مجھے اجر دے؟ آپ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: اے ام رافع! جب تم نماز کے لئے کھڑی ہونے لگو تو دس مرتبہ سبحان اللہ ،دس مرتبہ الحمدللہ، دس مرتبہ اللہ اکبر کہو، اور دس مرتبہ بخشش طلب کرو، کیوں کہ تم جب دس مرتبہ سبحان اللہ کہو گی تو اللہ تعالیٰ فرمائے گا یہ میرے لئے ہے۔ جب تم لا الہ الا اللہ کہو گی تو اللہ تعالیٰ فرمائے گا :یہ میرے لئے ہے، اور جب تم الحمدللہ کہو گی تو اللہ تعالیٰ فرمائے گا: یہ میرے لئے ہے اور جب تم اللہ اکبر کہو گی تو اللہ تعالیٰ فرمائے گا: یہ میرے لئے ہے ،اور جب تم بخشش طلب کرو گی تو اللہ تعالیٰ فرمائے گا: میں نے تمہیں بخش دیا۔
-----

The reward of reciting this azkar when you stand up for prayer
-----
It is narrated on the authority of Umm Rafi 'that she said: O Messenger of Allah! Tell me a deed for which Allah will reward me? The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: O Umm Rafi '! When you stand up for prayer, say SubhanAllah ten times, Alhamdulillah ten times, Allahu Akbar ten times, and ask for forgiveness ten times, because when you say SubhanAllah ten times, Allah will say it is for me. ۔ When you say La ilaha illa Allah, Allah will say: This is for me, and when you say Alhamdulillah, Allah will say: This is for me and when you say Allahu Akbar, Allah will say: This is for me. And when you ask forgiveness, Allah will say: I have forgiven you.
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2996-Sahih


 


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...