Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 8 September 2020

Mayyat ko jab Qabar mein dhakil kiya jaata toh Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kaunsi dua farmaya karte thy

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Mayyat ko jab Qabar mein dhakil kiya jaata toh Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kaunsi dua farmaya karte thy


A: Bismillah Ma sha Allah La hawla wa la Quwwata Illah billah

B: Inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuun

C: Allahumma Laka Aslamtu, Wa Bika amantu

D: Wa binabiyyi-kalladhi arsalta

E: Bismillah Wa'ala millati rasul-illah

F: Amantu bikitabi kalladhi anzalta wa bi nabiyyikal-ladhi arsalta

G: Inmein se koi nahi


H: Sahi Jawab ka intezaar

*******************


Sahi Jawab - E✅


Mayyat ko Qabr mein dhakil karte waqt ki dua


Reference📚:

-----

Jab Murde ko Qabr mein dhakil kiya jaata toh Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam


 «بسم الله وعلى ملة رسول الله»


Bismillah Wa'ala millati rasul-illah kehte aur  (Allah ke naam se shuru aur Rasool Allah Sallalllahu Alaihi wasallam ke deen par) aur Hisham ne apne riwayat mein «بسم الله وفي سبيل الله وعلى ملة رسول الله» kaha hai

------

It was narrated that Ibn ‘Umar said: “When the deceased was placed in the grave, the Prophet (ﷺ) would say: ‘Bismillah, wa ‘ala millati rasul-illah (In the Name of Allah and according to the religion of the Messenger of Allah).’” Abu Khalid said on one occasion, when the deceased was placed in the grave: “Bismillah wa ‘ala sunnati rasul- illah (In the Name of Allah and according to the Sunnah of the Messenger of Allah).” Hisham said in his narration: “Bismillah, wa fi sabil-illah, wa ‘ala millati rasul-illah (In the Name of Allah, for the sake of Allah and according to the religion of the Messenger of Allah).” 

-----

 جب مردے کو قبر میں داخل کیا جاتا تو نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم «بسم الله وعلى ملة رسول الله» اور ابوخالد نے اپنی روایت میں ایک بار یوں کہا: جب میت کو اپنی قبر میں رکھ دیا جاتا تو آپ «بسم الله وعلى سنة رسول الله» کہتے، اور ہشام نے اپنی روایت میں «بسم الله وفي سبيل الله وعلى ملة رسول الله» کہا ہے۔ 

----

Sunnan e Ibn e Maja#1550-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...