Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 9 September 2020

Ek baar ek shaks ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke pass aaye aur farmaya ke unhe kuch kalimaat ki taleem de toh Rasool-Allah Sallalahu Allaihi wasallam ne kaunse kalimaat kehne ko kaha

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


❗Jawab ek se ziyada hain


Ek baar ek shaks ne  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke pass aaye aur farmaya ke unhe kuch kalimaat ki taleem de toh Rasool-Allah Sallalahu Allaihi wasallam ne kaunse kalimaat kehne ko kaha


Sawal:  Hadith ke mutabiq wo kaunse  kalimaat khass Allah Subhanhu ke liye hai


A:  Wala hawla wa la Quwwata illa billah Alzeezul Hakeem

B: Wal Humdullilahi Kathira

C: La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen

D: Allahu Akbar Kabeera

E: La ilaha illAllahul Rabbul Arsh-il-Azeem

F: Wa SubhanAllahi Rabbul Aalameen 

G: Alhumdullilahi Rabbil Aalameen

H: La ilaha illalah wahdahu la sharika lahu


I: Sahi Jawab ka Intezaar


*************


Sahih Jawab - HDBFA/ABDFH✅


Yh paanch kalimaat RABB ke liye hai 


Reference📚:

-----

Syedna Saad ‌RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Ek badu Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ke paas aaya aur kaha mujhe kuch kalimaat ki taleem de, taake mein un ka vird karoon, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya yh kalimaat kaha karo :


لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ وَحْدَہُ لَا شَرِیکَ لَہُ اللّٰہُ أَکْبَرُ کَبِیرًا، وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ کَثِیرًا، وَسُبْحَانَ اللّٰہِ رَبِّ الْعَالَمِینَ، وَلَا حَوْلَ وَلَا قُوَّۃَ إِلَّا بِاللّٰہِ الْعَزِیزِ الْحَکِیم


yh paanch kalimaat hain, is neh kaha : yeh kalimaat toh mere RABB ke liye hain Mere liye kya hai? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya apne liye yh Dua kiya karo اَللّٰھُمَّ اغْفِرْلِیْ وَارْزُقْنِیْ وَاھْدِنِیْ وَعَافِنِیْ (Eh Allah Mujhe baksh de Mujhe Rizaq de Mujhe Hidayat de aur Mujhe Afiyat de)

------

۔ سیدنا سعد  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے مروی ہے کہ ایک بدّو، نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  کے پاس آیا اور کہا: مجھے کھچ کلمات کی تعلیم دیں، تاکہ میں ان کا ورد کروں، آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  یہ کلمات کہا کرو: لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ وَحْدَہُ لَا شَرِیکَ لَہُ اللّٰہُ أَکْبَرُ کَبِیرًا، وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ کَثِیرًا، وَسُبْحَانَ اللّٰہِ رَبِّ الْعَالَمِینَ، وَلَا حَوْلَ وَلَا قُوَّۃَ إِلَّا بِاللّٰہِ الْعَزِیزِ الْحَکِیمِ۔  یہ پانچ کلمات ہیں، اس نے کہا: یہ کلمات تو میرے ربّ کے لیے ہیں، میرے لیے کیا ہے؟ آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  اپنے لیے یہ دعا کیا کرو: اَللّٰھُمَّ اغْفِرْلِیْ وَارْزُقْنِیْ وَاھْدِنِیْ وَعَافِنِیْ۔(اے اللہ! مجھے بخش دے، مجھے رزق دے، مجھے ہدایت دے اور مجھے عافیت دے)۔  

----

Musnad Ahmed#5442-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...